Husn Shayari

• Dil Hi To Hai Na Aaye Kyon, Dam Hi To Hai Na Jaaye Kyon;

Hum Ko Khuda Jo Sabr De Tujh Sa Haseen Banaaye Kyon!Upload to Facebook
Dil Hi To Hai Na Aaye Kyon, Dam Hi To Hai Na Jaaye Kyon;
Hum Ko Khuda Jo Sabr De Tujh Sa Haseen Banaaye Kyon!
~ Daagh Dehlvi
• Husn Ka Kya Kaam Sachhi Mohabbat Mein;

Jab Aankhein Majnu Ho To Laila Haseen Lagati Hain!Upload to Facebook
Husn Ka Kya Kaam Sachhi Mohabbat Mein;
Jab Aankhein Majnu Ho To Laila Haseen Lagati Hain!
• Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai;

Uspe Shabab Ka Rang Gehra Hai;

Khuda Ko Yakin Na Tha Wafa Pe;

Tabhi To Ek Chaand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai!Upload to Facebook
Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai;
Uspe Shabab Ka Rang Gehra Hai;
Khuda Ko Yakin Na Tha Wafa Pe;
Tabhi To Ek Chaand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai!
• Tujhko Dekha Toh Phir Us Ko Na Dekha Humne;

Chaand Kehta Hi Raha Main Chaand Hun Main Chaand Hun!Upload to Facebook
Tujhko Dekha Toh Phir Us Ko Na Dekha Humne;
Chaand Kehta Hi Raha Main Chaand Hun Main Chaand Hun!
• Abhi Kamsin Ho, Rehne Do, Kahin Kho Dogi Dil Mera;
Tumhare Hi Liye Rakha Hai, Le Jaana Jawaan Ho Kar!
~ Mohsin Naqvi
• Fir Teri Nigahon Ko Aaina Banaya Hai;

Le Dekh Fir Muddaton Baad Ye Husn Nikhar Aaya Hai!     Upload to Facebook
Fir Teri Nigahon Ko Aaina Banaya Hai;
Le Dekh Fir Muddaton Baad Ye Husn Nikhar Aaya Hai!
• Zidd Bhi Ki Dil Ne To Ishq Karne Ki;
Aaj Kehta Hai Ki Tune Mujhe Roka Bhi Nahi!
• Aafat To Hai Woh Naaz Bhi, Andaz Bhi Lekin;
Marta Hun Main Jis Par, Woh Ada Aur Hi Kuch Hai!
~ Ameer Minai
• Husn Ki Chahat Mein Ishq Ko Humne Thukra Diya;

Husn Ne Yehi Silsila Hamari Zindagi Mein Dohra Diya!Upload to Facebook
Husn Ki Chahat Mein Ishq Ko Humne Thukra Diya;
Husn Ne Yehi Silsila Hamari Zindagi Mein Dohra Diya!
~ JD Ghai
• Meri Nigah-E-Shauq Bhi Kuch Kam Nahi Magar,

Phir Bhi Tera Shabab Tera Hi Shabab Hai!Upload to Facebook
Meri Nigah-E-Shauq Bhi Kuch Kam Nahi Magar,
Phir Bhi Tera Shabab Tera Hi Shabab Hai!
~ Jigar Moradabadi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT