Na Jaane Kis Ke Muqadar Mein Likhe Ho Tum Magar, Yeh Such Hain Ke Umeedwar Hum Ajj Bhi Hain! |
Hum Chahat Ke Afsaane Likhte Rahe: Woh Bhi Humein Durr Se Takte Rahe; Jab Humne Izhar Karne Ko Haath Thama; To Mehndi Se Ranga Unka Haath Paya! |
Humne To Kho Di Thi Saab Chahat Ki Aas; Unhone Pyaar-e-Izhrar Karke, Hum Mein Jinne Ki Arzoo Bhar Di! |
Aaj Muddat Baad Unhone Mohabbat Ka Izhaar Kiya; Aur Humne Unmein Raab Ka Deedar Kiya! |
Woh Jo Muskura Ke Mila Kabhi; Toh Yeh Fikr Jaise Mujhe Hui; Kahun Apne Dil Ki Jo Baat Main; Kahin Muskura Ke Na Taal De! |
Kaash Woh Ayein Pyaar Ka Izhaar Karne, Meri Kabr Par - Ik Din; Phir Mein Bhi Ik Aur Zindagi Ki Duwa Maangu, Unpe Nijhawar Karne Ke Liye! |
Main Apni Zaat Ki Tanhaiyo Mein Zinda Hoon; Magar Yeh Bhi Sach Hai Ke Mujhe Teri Zarorat Hain Bahut! |
Tum Mujhe Rooh Mein Basa Lo, Toh Achha Hai; Yeh Dil-O-Jaan Ke Rishte, Aksar Toot Jaya Karte Hein! |
Tujhe Sochun Toh Pehlu Se Sarak Jata Ha Dil Mera; Mein Dil Pe Haath Rakhkar Dhadhkano Ko Thaam Leta Hun! |
Ek Ada Aapke Dil Churane Ki, Ek Ada Aapke Dil Me Bus Jane Ki; Chehra Apka Chand Sa Aur Ek Zid Hamari Chand Pane Ki! |