Ehsan Danish Shayari

• Aaj Us Ne Hans Ke Yun Puchha Mizaz;

Umar Bhar Ke Ranj-o-Gham Yaad Aa Gaye!Upload to Facebook
Aaj Us Ne Hans Ke Yun Puchha Mizaz;
Umar Bhar Ke Ranj-o-Gham Yaad Aa Gaye!
~ Ehsan Danish
• Main Hairan Hun Ki Kyon Us Se Hui Thi Dosti Apni;

Mujhe Kaise Gawara Ho Gayi Thi Dushmani Apni!Upload to Facebook
Main Hairan Hun Ki Kyon Us Se Hui Thi Dosti Apni;
Mujhe Kaise Gawara Ho Gayi Thi Dushmani Apni!
~ Ehsan Danish
• Maqsad Zeesat Gham-e Ishq Hai Sehra Ho Keh Shehar;

Baith Jayen Gey Jahan Chaho Bitha Do Hum Ko!
Upload to Facebook
Maqsad Zeesat Gham-e Ishq Hai Sehra Ho Keh Shehar;
Baith Jayen Gey Jahan Chaho Bitha Do Hum Ko!
~ Ehsan Danish
• Yeh Udi Udi Si Rangat Ye Khilay Khilay Se Ghaisu;

Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana!Upload to Facebook
Yeh Udi Udi Si Rangat Ye Khilay Khilay Se Ghaisu;
Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana!
~ Ehsan Danish
• Wafa Ka Ehad Tha Dil Ko Sambhalne Ke Liye;

Woh Hans Pare Mujhe Mushkil Mein Dalne Ke Liye!Upload to Facebook
Wafa Ka Ehad Tha Dil Ko Sambhalne Ke Liye;
Woh Hans Pare Mujhe Mushkil Mein Dalne Ke Liye!
~ Ehsan Danish
• Zabat Bhi Sabar Bhi Imkaan Mein Sab Kuch Hai;

Pehle Kambakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye!Upload to Facebook
Zabat Bhi Sabar Bhi Imkaan Mein Sab Kuch Hai;
Pehle Kambakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye!
~ Ehsan Danish
• Log Yun Dekh Ke Hans Dete Hain,

Tu Mujhe Bhool Gaya Ho Jaise!Upload to Facebook
Log Yun Dekh Ke Hans Dete Hain,
Tu Mujhe Bhool Gaya Ho Jaise!
~ Ehsan Danish
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT