Irfan Siddiqi Shayari

• Badan Ke Donon Kinaron Se Jal Raha Hun Main;

Ki Chhu Raha Hun Tujhe Aur Pighal Raha Hun Main!Upload to Facebook
Badan Ke Donon Kinaron Se Jal Raha Hun Main;
Ki Chhu Raha Hun Tujhe Aur Pighal Raha Hun Main!
~ Irfan Siddiqi
• Tum Parindon Se Zyada To Nahi Ho Azaad;

Shaam Hone Ko Hai Ab Ghar Ki Taraf Laut Chalo!
Upload to Facebook
Tum Parindon Se Zyada To Nahi Ho Azaad;
Shaam Hone Ko Hai Ab Ghar Ki Taraf Laut Chalo!
~ Irfan Siddiqi
• Hoshiyari Dil-e-Nadan Bahut Karta Hai;

Ranj Kam Sehta Hai Elaan Bahut Karta Hai!Upload to Facebook
Hoshiyari Dil-e-Nadan Bahut Karta Hai;
Ranj Kam Sehta Hai Elaan Bahut Karta Hai!
~ Irfan Siddiqi
• Tum Suno Ya Na Suno Haath Badhao Na Badhao;

Doobte Doobte Ek Baar Pukarenge Tumhein!Upload to Facebook
Tum Suno Ya Na Suno Haath Badhao Na Badhao;
Doobte Doobte Ek Baar Pukarenge Tumhein!
~ Irfan Siddiqi
• Utho Ye Manzar-e-Shab-Taab Dekhne Ke Liye;

Ki Neend Sharat Nahi Khwab Dekhne Ke Liye!

*Manzar-e-Shab-Taab: Scene of bright nightUpload to Facebook
Utho Ye Manzar-e-Shab-Taab Dekhne Ke Liye;
Ki Neend Sharat Nahi Khwab Dekhne Ke Liye!

*Manzar-e-Shab-Taab: Scene of bright night
~ Irfan Siddiqi
• Raat Ko Jeet To Paata Nahi Lekin Ye Charag;

Kam Se Kam Raat Ka Nuksaan Bahut Karta Hai!Upload to Facebook
Raat Ko Jeet To Paata Nahi Lekin Ye Charag;
Kam Se Kam Raat Ka Nuksaan Bahut Karta Hai!
~ Irfan Siddiqi
• Ab Is Ke Baad Ghane Junglon Kee Manzil Hai;

Yeh Waqat Hai Ki Palat Jayein Humsafar Mere!Upload to Facebook
Ab Is Ke Baad Ghane Junglon Kee Manzil Hai;
Yeh Waqat Hai Ki Palat Jayein Humsafar Mere!
~ Irfan Siddiqi
• Tum Suno Ya Na Suno Haath Badhao Na Badhao;

Doobte Doobte Ek Bar Pukarenge Tumhein!Upload to Facebook
Tum Suno Ya Na Suno Haath Badhao Na Badhao;
Doobte Doobte Ek Bar Pukarenge Tumhein!
~ Irfan Siddiqi
• Ret Par Thak Ke Gira Hun To Hawa Puchti Hai;

Aap Iss Dasht Mein Kyon Aaye The Vahshat Ke Bagair!Upload to Facebook
Ret Par Thak Ke Gira Hun To Hawa Puchti Hai;
Aap Iss Dasht Mein Kyon Aaye The Vahshat Ke Bagair!
~ Irfan Siddiqi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT