Mohsin Naqvi Shayari

• Gum'sum Si Raahguzar Thi, Kinara Nadi Ka Tha;

Paani Mein Chaand, Chaand Mein Chehra Kisi Ka Tha!Upload to Facebook
Gum'sum Si Raahguzar Thi, Kinara Nadi Ka Tha;
Paani Mein Chaand, Chaand Mein Chehra Kisi Ka Tha!
~ Mohsin Naqvi
• Hajoom Mein Tha, Woh Khul Kar Na Ro Saka Ho Ga;

Magar Yakeen Hai Ke Shab Bhar Na So Saka Ho Ga!Upload to Facebook
Hajoom Mein Tha, Woh Khul Kar Na Ro Saka Ho Ga;
Magar Yakeen Hai Ke Shab Bhar Na So Saka Ho Ga!
~ Mohsin Naqvi
• Us Ki Chahat Ka Bharam Kya Rakhna;

Dasht-e-Hijraan Mein Qadam Kya Rakhna;

Hanss Bhi Lena Kabhi Khud Par Mohsin;

Har Ghadi Aankh Ko Namm Kya Rakhna!Upload to Facebook
Us Ki Chahat Ka Bharam Kya Rakhna;
Dasht-e-Hijraan Mein Qadam Kya Rakhna;
Hanss Bhi Lena Kabhi Khud Par Mohsin;
Har Ghadi Aankh Ko Namm Kya Rakhna!
~ Mohsin Naqvi
• Us Ki Chahat Ka Bharam Kya Rakhna;

Dasht-e-Hijraan Mein Qadam Kya Rakhna;

Hanss Bhi Lena Kabhi Khud Per Mohsin;

Har Gharri Aankh Ko Namm Kya Rakhna!Upload to Facebook
Us Ki Chahat Ka Bharam Kya Rakhna;
Dasht-e-Hijraan Mein Qadam Kya Rakhna;
Hanss Bhi Lena Kabhi Khud Per Mohsin;
Har Gharri Aankh Ko Namm Kya Rakhna!
~ Mohsin Naqvi
• Tere Hijar Main Aur Mujhe Kya Karna Hai;

Tere Naam Kitaabein Likhtaa Rehta Hoon!Upload to Facebook
Tere Hijar Main Aur Mujhe Kya Karna Hai;
Tere Naam Kitaabein Likhtaa Rehta Hoon!
~ Mohsin Naqvi
• Jo Teri Muntazir Theen Woh Ankhen Hi Bujh Gayin;

Ab Kyun Sajaa Raha Hai Charaaghon Se Shaam Ko!Upload to Facebook
Jo Teri Muntazir Theen Woh Ankhen Hi Bujh Gayin;
Ab Kyun Sajaa Raha Hai Charaaghon Se Shaam Ko!
~ Mohsin Naqvi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT