Izhaar Shayari

• Usne Phir Se Salaam Bheja Hai,

Phir Kisi Se Bigad Gayi Hogi!Upload to Facebook
Usne Phir Se Salaam Bheja Hai,
Phir Kisi Se Bigad Gayi Hogi!
• But-Khana Tod Daaliye Maszid Ko Dhaaiye;

Dil Ko Na Todiye Ye Khuda Ka Maqaam Hai!

Upload to Facebook
But-Khana Tod Daaliye Maszid Ko Dhaaiye;
Dil Ko Na Todiye Ye Khuda Ka Maqaam Hai!
~ Aatish Haider Ali
• Dil Ki Bisaat Kya Thi Nigaah-e-Jamaal Mein;

Ik Aaina Tha Toot Geya Dekh-Bhaal Mein!
Upload to Facebook
Dil Ki Bisaat Kya Thi Nigaah-e-Jamaal Mein;
Ik Aaina Tha Toot Geya Dekh-Bhaal Mein!
~ Seemab Akbarabadi
• Humne Seene Se Lagaya, Dil Na Apna Ban Saka;

Muskura Kar Tum Ne Dekha, Dil Tumhara Ho Geya!Upload to Facebook
Humne Seene Se Lagaya, Dil Na Apna Ban Saka;
Muskura Kar Tum Ne Dekha, Dil Tumhara Ho Geya!
~ Jigar Moradabadi
• Jo Nigaah-e-Naaz Ka Bismil Nahi;

Dil Nahi Woh Dil Nahi Wo Dil Nahi!
Upload to Facebook
Jo Nigaah-e-Naaz Ka Bismil Nahi;
Dil Nahi Woh Dil Nahi Wo Dil Nahi!
~ Mubarak Azimabadi
• Tumhaara Dil Mere Dil Ke Baraabar Ho Nahi Sakta;

Woh Sheesha Ho Nahi Sakta Yeh Patthar Ho Nahi Sakta!Upload to Facebook
Tumhaara Dil Mere Dil Ke Baraabar Ho Nahi Sakta;
Woh Sheesha Ho Nahi Sakta Yeh Patthar Ho Nahi Sakta!
~ Daagh Dehlvi
• Aaina Phaila Raha Hai Khud-Farebi Ka Ye Marz;

Har Kisi Se Keh Raha Hai Aap Sa Koi Nahi!Upload to Facebook
Aaina Phaila Raha Hai Khud-Farebi Ka Ye Marz;
Har Kisi Se Keh Raha Hai Aap Sa Koi Nahi!
• Hanste Hue Zakhmon Ko Bhulane Lage Hain Hum,

Har Dard Ke Nishaan Mitaane Lage Hain Hum;

Ab Aur Koi Zulm Satayega Kya Bhala,

Zulmon Sitam Ko Ab Toh Satane Lage Hain Hum!Upload to Facebook
Hanste Hue Zakhmon Ko Bhulane Lage Hain Hum,
Har Dard Ke Nishaan Mitaane Lage Hain Hum;
Ab Aur Koi Zulm Satayega Kya Bhala,
Zulmon Sitam Ko Ab Toh Satane Lage Hain Hum!
• Woh Toh Apna Dard Ro-Ro Kar Sunate Rahe,

Hamari Tanhayion Se Bhi Aankh Churate Rahe;

Humein Hi Mil Geya Khitab-e-Bewafa Kyonki,

Hum Har Dard Muskura Kar Chhupate Rahe!Upload to Facebook
Woh Toh Apna Dard Ro-Ro Kar Sunate Rahe,
Hamari Tanhayion Se Bhi Aankh Churate Rahe;
Humein Hi Mil Geya Khitab-e-Bewafa Kyonki,
Hum Har Dard Muskura Kar Chhupate Rahe!
• Humein Dekh Kar Jab Usne Munh Mod Liya;

Ek Tasalli Ho Gayi Chalo Pehchante Toh Hain!Upload to Facebook
Humein Dekh Kar Jab Usne Munh Mod Liya;
Ek Tasalli Ho Gayi Chalo Pehchante Toh Hain!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT