Woh Parinda Jise Apni Parwaaz Se Fursat Na Thi; Aaj Tanha Hua Toh Meri Hi Deewar Pe Aa Baitha! |
Woh Afsana Jise Anjaam Tak Laana Na Ho Mumkin, Usse Ek Khoobsurat Mod Dekar Chhodna Achha! |
Faanslo Se Agar Jeena Seekh Sakte Ho Tum; Toh Tumhein Izazat Hai Hum Se Dooriyan Karne Ki! |
Kabhi Milne Aur Milane Ka Taiwaar To Aaye; Mujhe Bus Ab Ye Judai Bardasht Nahi Hoti! |
Jaan Rooh Mein Utar Jata Hai Be-Panah Ishq; Log Zinda To Rehte Hain Par Kisi Aur Ke Nadar! |
Behtar Yahi Tha Ki Mar Jate Ya Maar Dete; Tum Ne Bichhad Kar Kis Inayat Mein Daal Diya Hai Mujhe! |
Koi Mil Jaye Mujhe Tum Jaisa Ye Na-Mumkin Sahi; Lekin Tum Dhund Lo Hum Jaisa Itna Aasan Ye Bhi Nahi! |
Keh Do Usse Judaai Aziz Hai To Rooth Jaayein; Woh Jee Sakta Hai To Hum Mar Bhi Sakte Hain! |
Aaj Tak Dil Ki Aarzoo Hai Wahi; Phool Murjha Geya Hai Bu Hai Wahi! |
Kuch Log Do Pal Sath Chal Kar; Phir Umar Bhar Ki Tanhayi Pata Nahi Kyon De Jaate Hain! |