Jigar Moradabadi Shayari

• Laakhon Mein Intikhaab Ke Qaabil Bana Diya;

Jis Dil Ko Tumne Dekh Liya Dil Bana Diya!Upload to Facebook
Laakhon Mein Intikhaab Ke Qaabil Bana Diya;
Jis Dil Ko Tumne Dekh Liya Dil Bana Diya!
~ Jigar Moradabadi
• Hum Ne Seene Se Lagaaya Dil Na Apna Ban Saka;

Muskura Kar Tum Ne Dekha Dil Tumhaara Ho Gaya!Upload to Facebook
Hum Ne Seene Se Lagaaya Dil Na Apna Ban Saka;
Muskura Kar Tum Ne Dekha Dil Tumhaara Ho Gaya!
~ Jigar Moradabadi
• Meri Nigah-E-Shauq Bhi Kuch Kam Nahi Magar,

Phir Bhi Tera Shabab Tera Hi Shabab Hai!Upload to Facebook
Meri Nigah-E-Shauq Bhi Kuch Kam Nahi Magar,
Phir Bhi Tera Shabab Tera Hi Shabab Hai!
~ Jigar Moradabadi
• Pehle Sharaab Zeesat Thi Ab Zeesat Hai Sharaab;

Koi Pila Raha Hai Piye Ja Raha Hun Main!Upload to Facebook
Pehle Sharaab Zeesat Thi Ab Zeesat Hai Sharaab;
Koi Pila Raha Hai Piye Ja Raha Hun Main!
~ Jigar Moradabadi
• Isi Ko Kehte Hain Jannat Isi Ko Dozakh Bhi,
Woh Zindagi Jo Haseeno Ke Darmiyan Guzre!
~ Jigar Moradabadi
• Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasana Hai,

Simte To Dil-e-Aashiq Phaile To Zamaana Hai!Upload to Facebook
Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasana Hai,
Simte To Dil-e-Aashiq Phaile To Zamaana Hai!
~ Jigar Moradabadi
• Hum Ishq Ke Maaron Ka Itna Hi Fasaana Hai;

Rone Ko Nahi Koi Hansne Ko Zamana Hai!Upload to Facebook
Hum Ishq Ke Maaron Ka Itna Hi Fasaana Hai;
Rone Ko Nahi Koi Hansne Ko Zamana Hai!
~ Jigar Moradabadi
• Har Dum Duayein Dena Har Lehza Aahein Bharna;
Un Ka Bhi Kaam Karna Apna Bhi Kaam Karna!
~ Jigar Moradabadi
• Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza;

Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Ja Raha Hun Main!Upload to Facebook
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza;
Hans Hans Ke Aah Aah Kiye Ja Raha Hun Main!
~ Jigar Moradabadi
• Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasaana Hai;
Simte To Dil-e-Aashiq Phaile To Zamaana Hai!
~ Jigar Moradabadi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT