Mirza Ghalib Shayari

• Khulta Kisi Pay Kya Mery Dil Ka Muamla;

Shairon K Intekhab Nay Ruswa Kia Mujhy!Upload to Facebook
Khulta Kisi Pay Kya Mery Dil Ka Muamla;
Shairon K Intekhab Nay Ruswa Kia Mujhy!
~ Mirza Ghalib
• Toote Hain Sheesha Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard;

Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Ka!Upload to Facebook
Toote Hain Sheesha Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard;
Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Ka!
~ Mirza Ghalib
• Nikalna Khuld Say Aadam Ka Sunte Aaye Hain Lakin;

Bohat Bayabroo Ho Kar Teray Kochay Say Hum Niklay!

Translation:

Khuld Say Aadam = Birth of man, from the womb

Kochay = Door

Bayabroo = ShamelesslyUpload to Facebook
Nikalna Khuld Say Aadam Ka Sunte Aaye Hain Lakin;
Bohat Bayabroo Ho Kar Teray Kochay Say Hum Niklay!

Translation:
Khuld Say Aadam = Birth of man, from the womb
Kochay = Door
Bayabroo = Shamelessly
~ Mirza Ghalib
• Unke Dekhne Se Jo Aa Jati He Muhn Per Roneq;

Woh Samajte Hain K Beemar Ka Haal Acha Hai!Upload to Facebook
Unke Dekhne Se Jo Aa Jati He Muhn Per Roneq;
Woh Samajte Hain K Beemar Ka Haal Acha Hai!
~ Mirza Ghalib
• Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Visaal-e-Yaar Hota;

Agar Aur Jeetey Rehtey, Yehi Intezaar Hota!Upload to Facebook
Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Visaal-e-Yaar Hota;
Agar Aur Jeetey Rehtey, Yehi Intezaar Hota!
~ Mirza Ghalib
• Wo Keh Ke Chalay

Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay;
Maine Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay;

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana;
Aisay Main Kahan Jaogi Barsaat Bohot Hay;

Wo Kehne Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay;
Nahi Chahti Dil Todun Tera Par Majboori Hay;

Gar Hui Ho Koi Khata To Maaf Ker Dena;
Maine Kaha Ho Jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay;

Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi;
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hai;

Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke;
Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hai!
~ Mirza Ghalib
• Ronay Se Aur Ishq Mein Be-Baak Ho Gaye;
Dhoye Gaye Hum Itney Ke Bass Paak Ho Gaye!
~ Mirza Ghalib
• Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ke 'Tu Kya Hai';

Tumhee Kaho Ke Yeh Andaaz-e-Guftgoo Kya Hai!Upload to Facebook
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ke 'Tu Kya Hai';
Tumhee Kaho Ke Yeh Andaaz-e-Guftgoo Kya Hai!
~ Mirza Ghalib
• Aah Ko Chaahiye Ik Umar

Aah Ko Chaahiye Ik Umar Asar Hone Tak;
Kaun Jeeta Hai Teree Zulf Ke sar Hone Tak;

Aashiqee Sabr Talab Aur Tamanna Betaab;
Dil Ka Kya Rang KarooN KHoon-e-Jigar Hone Tak;

Ham Ne Maana Ke Taghaful Na Karoge, Lekin;
KHaak Ho JaayeNge Ham Tumko KHabar Hone Tak;

GHam-e-Hastee Ka 'Asad' Kis Se Ho Juz Marg Ilaaz;
Shamma'a Har Rang MeiN Jaltee Hai Sahar Hone Tak!
~ Mirza Ghalib
• Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota;
Dubooya Mujhko Honi Ne, Na Hota Main To Kya Hota;

Hua Jub Gam Se Yun Behis, To Gum Kya Sar Ke Katne Ka;
Gar Juda Na Hota Tan Se, To Zannon Pur Dhara Hota;

Hui Muddat Ki Ghalib Mar Gaya, Pur Yaad Aata Hai;
Woh Har Ek Baat Pe Kahena, Ki Yoon Hota To Kya Hota!
~ Mirza Ghalib
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT