Mirza Ghalib Shayari

• Zikar Us Pariwash Ka Aur Bayaan Apna;

Ban Gaya Raqeeb Aakhir, Tha Jo Raazdaan Apna!

Raqeeb = RivalUpload to Facebook
Zikar Us Pariwash Ka Aur Bayaan Apna;
Ban Gaya Raqeeb Aakhir, Tha Jo Raazdaan Apna!

Raqeeb = Rival
~ Mirza Ghalib
• Dil Kis Qadar Shagufta Hua Thha Ki Raat Meer;

Aai Jo Baat Lab Pey So Fariyaad Ho Gayee

Shagufta = Flourished Upload to Facebook
Dil Kis Qadar Shagufta Hua Thha Ki Raat Meer;
Aai Jo Baat Lab Pey So Fariyaad Ho Gayee

Shagufta = Flourished
~ Mirza Ghalib
• Saaqi Gayi Bahaar Dil Mein Rahee Havas;

Tu Minnaton Sey Jaam Dey Aur Main Kahoon Key 'Bas!'Upload to Facebook
Saaqi Gayi Bahaar Dil Mein Rahee Havas;
Tu Minnaton Sey Jaam Dey Aur Main Kahoon Key 'Bas!'
~ Mirza Ghalib
• Ishq Sey Tabeeyat Ney Zeest Ka Mazaa Paaya;

Dard Kee Davaa Paayee Dard-e-la-davaa Paaya!

Zeest = Lust for livingUpload to Facebook
Ishq Sey Tabeeyat Ney Zeest Ka Mazaa Paaya;
Dard Kee Davaa Paayee Dard-e-la-davaa Paaya!

Zeest = Lust for living
~ Mirza Ghalib
• Jab Yaar Ney Utthaa Kar Zulfon Key Baal Baandhey;

Tab Mainey Apney Dil Mein Laakhon Khayaal Baandhey!
Upload to Facebook
Jab Yaar Ney Utthaa Kar Zulfon Key Baal Baandhey;
Tab Mainey Apney Dil Mein Laakhon Khayaal Baandhey!
~ Mirza Ghalib
• Sab Ke Dil Mein Hai Jagah Teri, Jo Tu Raazi Hua;

Mujh Pe Goya Ik Zamaana Mehrbaan Ho Jaeega!Upload to Facebook
Sab Ke Dil Mein Hai Jagah Teri, Jo Tu Raazi Hua;
Mujh Pe Goya Ik Zamaana Mehrbaan Ho Jaeega!
~ Mirza Ghalib
• Hazaaron Khwahishein Aisi Ki Har Khwahish Pe Dum Nikle;

Bahut Nikle Mere Armaan, Lekin Phir Bhi Kum Nikle.

Nikalna Khuld Se Aadam Ka Sunte Aaye The, Lekin;

Bahut Beaabru Hokar Tere Kuche Se Hum Nikle!
Upload to Facebook
Hazaaron Khwahishein Aisi Ki Har Khwahish Pe Dum Nikle;
Bahut Nikle Mere Armaan, Lekin Phir Bhi Kum Nikle.
Nikalna Khuld Se Aadam Ka Sunte Aaye The, Lekin;
Bahut Beaabru Hokar Tere Kuche Se Hum Nikle!
~ Mirza Ghalib
• Sozish-e-batin Ke Hain Ahbaab Munkir, Warna Yaan;
Dil Maheet-e-girya Aur Lab Aashnaa-e-khanda Hai!

Sozish-e-Batin = Inner aches
Maheet-e-Girya = Tearful waste
Aashnaa-e-Khanda = All smiles
~ Mirza Ghalib
• Ghuncha-e-Na Shagufta Ko Door Se Mat Dikha Ke Yoon;

Bosa Ko Poochhta Hoon Main, Munh Se Mujhe Bata Ke Yoon!

Ghuncha-e-Na = Show me not

Shagufta = Far

Bosa + KissUpload to Facebook
Ghuncha-e-Na Shagufta Ko Door Se Mat Dikha Ke Yoon;
Bosa Ko Poochhta Hoon Main, Munh Se Mujhe Bata Ke Yoon!

Ghuncha-e-Na = Show me not
Shagufta = Far
Bosa + Kiss
~ Mirza Ghalib
• Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Pe Raunaq;

Woh Samajhte Hain Ke Beemaar Ka Haal Achcha Hai!Upload to Facebook
Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Pe Raunaq;
Woh Samajhte Hain Ke Beemaar Ka Haal Achcha Hai!
~ Mirza Ghalib
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT