Sharminda Hon Ge, Jaaney Bhi Do Imtihaan Ko; Rakhe Ga Tum Ko Kon Aziz, Apni Jaan Se! |
Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz; Hazaron Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte! |
Woh Shakhs Jis Ko Samajhney Mein Mujh Ko Umar Lagi; Bichad Ke Mujh Se Kissi Kaa Ho Na Saka Hoga! |
Jata'aa Jata'aa Ke Mohabbat, Dikha Dikha Ke Khuloos; Bohat Qareeb Se Loota Hay Mere Doston Ne Mujhey! |
Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka 'Ghalib'; Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya! |
Wo Jo Kahta Tha Ki Tum Na Mile To Mar Jayenge Hum; Wo To Aaj Bhi Zinda Hai Kisi Aur Se Ye Baat Kahne K Liye! |
Aa Ke Ab Tasleem Karlen Tu Nahin To Main Sahi; Kon Maaney Ga Ke Hum Mein Se Bewafa Koi Nahi! |
Bhula K Mujhko Agar Tum Ho Salamat; To Bhula K Tujhko Sambhalna Mujhe Bhi Aata Hai; Nahi Hai Mari Fitrat Main Ye Aadat; Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai! |
Ik Pal Mai Jo Barbad Kar Dete Hain Dil Ki Basti Ko Faraz; Wo Log Dekhne Mai Aksar Masom Hote Hain! |
Tu Woh Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka 'Ghalib'; Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya! |