Bewafa Shayari

• Pagalpan Ki Sari Lakeerein Mere Hath Me Kyun;

Jis Ko Chahoon Main Hi Chahoon, Main Hi Chahoon Kyun!Upload to Facebook
Pagalpan Ki Sari Lakeerein Mere Hath Me Kyun;
Jis Ko Chahoon Main Hi Chahoon, Main Hi Chahoon Kyun!
• Meri Tanhayi Ko Mera Shouq Mat Samajhna;

Bahut Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!Upload to Facebook
Meri Tanhayi Ko Mera Shouq Mat Samajhna;
Bahut Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!
• Barsey Bagaer Hi Jo Ghatta Aa Kar Nikal Gai;
Aik Bewafa Ka Ahd-e-Wafa Yaad Aa Gaya!
• Saabit Hua Ke Tu Bhi Zamane Ke Sath Hai;

Saabit Hua Ke Tu Bhi Hamaara Nahin Rahaa!Upload to Facebook
Saabit Hua Ke Tu Bhi Zamane Ke Sath Hai;
Saabit Hua Ke Tu Bhi Hamaara Nahin Rahaa!
~ Farhat Abbas Shah
• Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar;

Ittefaaq Se Usi Ko Chah Raha Tha Main;

Usi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko;

Jisko Hawa Se Bacha Raha Tha Main!Upload to Facebook
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar;
Ittefaaq Se Usi Ko Chah Raha Tha Main;
Usi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko;
Jisko Hawa Se Bacha Raha Tha Main!
• Aaj Us Ne Dard Bhi Apne Elhaada Kar Liye;
Aj Bhi Roya Toh Mere Sath Woh Roya Na Tha!
~ Adeem Hashmi
• Ab Kar Ke Faramosh To Na'shaad Karo Ge;

Per Hum Jo Na Hon Ge To Bahut Yaad Karo Ge!

Translation:

Na'shaad = CheerlessUpload to Facebook
Ab Kar Ke Faramosh To Na'shaad Karo Ge;
Per Hum Jo Na Hon Ge To Bahut Yaad Karo Ge!

Translation:
Na'shaad = Cheerless
~ Mir Taqi Mir
• Ki Humse Wafaa Toh Gair Usko Jafa Kehte Hain;
Hoti Aayi Hai, Ki Acchi Ko Buri Kehte Hain!
~ Mirza Ghalib
• Main Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha 'Ghalib';

Yeh Bhi Na Socha Ke Apni Saans Bhi Ek Din Bewafaa Ban Jayegi!Upload to Facebook
Main Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha 'Ghalib';
Yeh Bhi Na Socha Ke Apni Saans Bhi Ek Din Bewafaa Ban Jayegi!
~ Mirza Ghalib
• Is Qadar Toda Hai Mujhe Us Ki Be-Wafaai Ne;

Ghalib Ab Koi Agar Pyar Se Bhi Daikhe Toh Bikhar Jata Hoon Main!
Upload to Facebook
Is Qadar Toda Hai Mujhe Us Ki Be-Wafaai Ne;
Ghalib Ab Koi Agar Pyar Se Bhi Daikhe Toh Bikhar Jata Hoon Main!
~ Mirza Ghalib
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT