Dard Shayari

  • Main Na Kehti Thi Udaasi Ke Siwa Kuch Bhi Nahi;</br>
Aap Ne Dekha Mera Veeran Ghar Kaisa Laga!
Upload to Facebook
    Main Na Kehti Thi Udaasi Ke Siwa Kuch Bhi Nahi;
    Aap Ne Dekha Mera Veeran Ghar Kaisa Laga!
    ~ Baharunnisa Bahar
  • Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti;</br>
Khud Ko Itni Bhi Aziyyat Nahi Di Ja Sakti!</br> </br>
*Aziyyat: Trouble, Torment, DifficultyUpload to Facebook
    Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti;
    Khud Ko Itni Bhi Aziyyat Nahi Di Ja Sakti!

    *Aziyyat: Trouble, Torment, Difficulty
    ~ Noshi Gilani
  • Samjha Liya Fareb Se Mujh Ko To Aap Ne;</br>
Dil Se To Puch Lijiye Kyun Be-Qarar Hai!Upload to Facebook
    Samjha Liya Fareb Se Mujh Ko To Aap Ne;
    Dil Se To Puch Lijiye Kyun Be-Qarar Hai!
    ~ Lala Madhav Ram Jauhar
  • Meri Rusvai Ke Asbab Hain Mere Andar;</br>
Aadmi Hun So Bahut Khwab Hain Mere Andar!
Upload to Facebook
    Meri Rusvai Ke Asbab Hain Mere Andar;
    Aadmi Hun So Bahut Khwab Hain Mere Andar!
    ~ Asad Badayuni
  • Bas Ik Jhijhak Hai Yahi Hal-e-Dil Sunane Mein;<br/>
Ki Tera Zikr Bhi Aayega Is Fasane Mein!Upload to Facebook
    Bas Ik Jhijhak Hai Yahi Hal-e-Dil Sunane Mein;
    Ki Tera Zikr Bhi Aayega Is Fasane Mein!
    ~ Kaifi Azmi
  • Wo Tere Gham Ko Pehchane Nahi Hain;</br>
Abhi Apno Mein Begane Nahi Hain!Upload to Facebook
    Wo Tere Gham Ko Pehchane Nahi Hain;
    Abhi Apno Mein Begane Nahi Hain!
    ~ Daur Afridi
  • Hamare Sabr Ka Ik Imtihan Baaki Hai;</br>
Isi Liye To Abhi Tak Ye Jaan Baaki Hai!Upload to Facebook
    Hamare Sabr Ka Ik Imtihan Baaki Hai;
    Isi Liye To Abhi Tak Ye Jaan Baaki Hai!
    ~ Chitransh Khare
  • Us Ko Rukhsat To Kiya Tha Mujhe Maloom Na Tha;</br>
Sara Ghar Le Gaya Ghar Chhod Ke Jaane Wala!Upload to Facebook
    Us Ko Rukhsat To Kiya Tha Mujhe Maloom Na Tha;
    Sara Ghar Le Gaya Ghar Chhod Ke Jaane Wala!
    ~ Nida Fazli
  • Ibtida Wo Thi Ki Jeena Tha Mohabbat Mein Muhal;</br>
Inteha Ye Hai Ki Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya!</br></br>
*Ibtidaa: Beginning/Starting/OriginUpload to Facebook
    Ibtida Wo Thi Ki Jeena Tha Mohabbat Mein Muhal;
    Inteha Ye Hai Ki Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya!

    *Ibtidaa: Beginning/Starting/Origin
    ~ Jigar Moradabadi
  • Jaanta Hun Ek Aise Shakhs Ko Main Bhi 'Muneer';<br/>

Gham Se Patthar Ho Gaya Lekin Kabhi Roya Nahi!Upload to Facebook
    Jaanta Hun Ek Aise Shakhs Ko Main Bhi 'Muneer';
    Gham Se Patthar Ho Gaya Lekin Kabhi Roya Nahi!
    ~ Muneer Niyazi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT