Intzaar Shayari

• Aadatan Tumne Kar Diye Vaade,

Aadatan Humne Aitbaar Kiya;

Teri Raahon Mein Har Baar Rukkar,

Humne Apna Hi Intezaar Kiya!Upload to Facebook
Aadatan Tumne Kar Diye Vaade,
Aadatan Humne Aitbaar Kiya;
Teri Raahon Mein Har Baar Rukkar,
Humne Apna Hi Intezaar Kiya!
~ Gulzar
• Achha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasbaan-e-Akl;

Lekin Kabhi-Kbhi Ise Tanha Bhi Chhod De!Upload to Facebook
Achha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasbaan-e-Akl;
Lekin Kabhi-Kbhi Ise Tanha Bhi Chhod De!
~ Allama Iqbal
• Anjaan Ek Saathi Ka Iss Dil Ko Intzaar Hain;

Pyasi Hain Ye Aankhen Aur Dil Bekarar Hain;

Unke Saath Mil Jaye To Har Raah Aasan Ho Jayegi;

Shayad Issi Anokhe Ehsaas Ka Naam Pyaar Hai!Upload to Facebook
Anjaan Ek Saathi Ka Iss Dil Ko Intzaar Hain;
Pyasi Hain Ye Aankhen Aur Dil Bekarar Hain;
Unke Saath Mil Jaye To Har Raah Aasan Ho Jayegi;
Shayad Issi Anokhe Ehsaas Ka Naam Pyaar Hai!
• Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli Rahin;

Aadat Jo Parr Gayi Thi Tere Intzaar Kee!Upload to Facebook
Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli Rahin;
Aadat Jo Parr Gayi Thi Tere Intzaar Kee!
• Na Jaane Kab Wo Haseen Raat Hogi;

Jab Unki Nigahein Hamari Nigahon Ke Saath Hogi;

Baithe Hain Hum Uss Raat Ke Intezaar Mein;

Jab Unke Hontho Kee Surkhiyan Hamare Hontho Ke Saath Hogi!Upload to Facebook
Na Jaane Kab Wo Haseen Raat Hogi;
Jab Unki Nigahein Hamari Nigahon Ke Saath Hogi;
Baithe Hain Hum Uss Raat Ke Intezaar Mein;
Jab Unke Hontho Kee Surkhiyan Hamare Hontho Ke Saath Hogi!
• Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli Rahin;
Aadat Jo Parr Gayi Thi Tere Intezar Ki!
• Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli Rahi;
Aadat Jo Padd Gayi Thi Tere Intezar Ki!
• Koi Bhi Lamha Kabhi Laut Kar Nahi Aaya;

Woh Shaksh Aisa Geya Phir Nazar Nahi Aaya!
Upload to Facebook
Koi Bhi Lamha Kabhi Laut Kar Nahi Aaya;
Woh Shaksh Aisa Geya Phir Nazar Nahi Aaya!
• Zakhm Itne Bade Hain Izhaar Kya Karein;

Hum Khud Nishana Ban Gaye Vaar Kya Karein;

Mar Gaye Hum Lekin Khuli Reh Gai Ankhen;

Ab Isse Zyada Kisi Ka Intezaar Kya Karein!Upload to Facebook
Zakhm Itne Bade Hain Izhaar Kya Karein;
Hum Khud Nishana Ban Gaye Vaar Kya Karein;
Mar Gaye Hum Lekin Khuli Reh Gai Ankhen;
Ab Isse Zyada Kisi Ka Intezaar Kya Karein!
• Khatam Hone Ko Hai Dekho Ye Chiragon Ka Safar,

Ab To Aa Jao Ki Jalne Laga Hai Dil Mera!Upload to Facebook
Khatam Hone Ko Hai Dekho Ye Chiragon Ka Safar,
Ab To Aa Jao Ki Jalne Laga Hai Dil Mera!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT