Hum Apni Rooh Tere Jism Mein Hi Chhod Aaye Faraz; Tujhe Gale Se Lagana Toh Ek Bahana Tha! |
Kaun Pareshan Hota Hai Tere Gham Se Faraz; Woh Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Hoga! |
Jisko Bhi Chaha Shiddat Se Chaha Hai 'Faraz'; Silsila Toota Nahi Dard Ki Zanzeer Ka! |
Tujhe Tarash Ke Main Sakht Munfaeil Hun, Ki Log Tujhe Sanam, To Samajhne Lage Khuda Mujh Ko! Tarash: Carving, cutting with skill Munfaeil: shamed Sanam: Idol |
Meri Khushi Ki Muddat Itni Hai Faraz, Guzar Jati Hai Mere Muskurane Se Pehle! |
Hum Apni Rooh Tere Jism Mein He Chodd Aaye Faraz; Tujhe Gale Se Lagana Toh Ek Bahana Tha! |
Khud Ko Yun Mehsoor Kar Baitha Hoon Apni Zaat Mein; Manzilen Charon Taraf Hain, Raasta Koi Nahi! Mehsoor: Sorrounded Zaat: Personality |
Woh Roz Dekhta Hai Doobte Hue Suraj Ko 'Faraz'; Kaash Main Bhi Kisi Shaam Ka Manzar Hota! |
Teri Talab Mein Jala Daale Aashiyaane Tak; Kahan Rahoon Main Tere Dil Mein Ghar Banaane Tak! |
Kitna Aasaan Tha Tere Hizra Mein Marna Jaana; Phir Bhi Ik Umar Lagi Jaan Se Jaate Jaate! |