Dil Main Uthe Armaan Ke Toh Kya Kahne; Hum Toh Apni Shayari Bhi Unse Chhupate Rahe! |
If togetherness is bliss, kissing is ecstasy. |
Khushi Ke Motiyon Mein Labh Woh Dabaate Rahe; Aankhon Ko Kabhi Jhukaate Aur Kabhi Milate Rahe; Labh Pe Na Woh Laaye Kabhi Ikraar Aur Na Inkaar Hi Kiya; Tamam Umar Ishq ki Justju Main, Apni Aarzoo ko Rulaate Rahe! Translation: Khushi ke Moti: Teeth |
Sobers are so bores. |
A kiss is the shortest distance between two souls. |
Na Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari Thi; Yeh Tere Husn Ka Jalwa Hai, Jo Hum Diwane Ho Gaye! |
Husn Bhi Tha, Kashish Bhi Thi; Andaaz Bhi Tha, Naqab Bhi Tha; Heya Bhi Thi, Pyaar Bhi Tha; Aggar Kuchh Na Tha To Bass Ikrar! |
Aankon Mein Ishq, Labh Pe Khamoshi; Aandaz Mein Ikraar, Jism Mein Inkaar; Kahan Jayein Mohabaat Karne Wale; Ek Taraf Jannat, Doosri Taraf Jahannum! |
Khyayyal Mein Woh, Besurti Mein Woh; Aankkon Mein Woh, Aksh Mein Woh; Khushi Mein Woh, Dard Mein Woh; Aab Mein Woh, Sharab Mein Woh; Labh Mein Woh, Behisaab Mein Woh; Mere Abb Ho Lo, Ya Jaan Meri Lo! |
Na Ishq Ka Izhaar Kiya, Na Thukra Sakke Humein Woh; Hum Tamam Zindgi Mazloom Rahe, Unke Wada Mohabaat Ke! |