Gila Shikwa Shayari

• Tumhara Dil Mere Dil Ke Barabar Ho Nahi Sakta;

Wo Sheesha Ho Nahi Sakta Ye Patthar Ho Nahi Sakta!Upload to Facebook
Tumhara Dil Mere Dil Ke Barabar Ho Nahi Sakta;
Wo Sheesha Ho Nahi Sakta Ye Patthar Ho Nahi Sakta!
~ Daagh Dehlvi
• Jaane Kis Mod Pe Le Aayi Humein Teri Talab;

Sar Pe Suraj Bhi Nahi Raah Mein Saaya Bhi Nahi!Upload to Facebook
Jaane Kis Mod Pe Le Aayi Humein Teri Talab;
Sar Pe Suraj Bhi Nahi Raah Mein Saaya Bhi Nahi!
~ Ummeed Fazli
• Mil Gayi Mujh Ko To Duniya Se Nazat;

Qatal Kar Ke Aap Ko Kya Mil Gaya!Upload to Facebook
Mil Gayi Mujh Ko To Duniya Se Nazat;
Qatal Kar Ke Aap Ko Kya Mil Gaya!
~ Raaz Rampuri
• Hai Aaj Rukh Hawa Ka Muafiq To Chal Nikal;

Kal Ki Kise Khabar Hai Kidhar Ki Hawa Chale!Upload to Facebook
Hai Aaj Rukh Hawa Ka Muafiq To Chal Nikal;
Kal Ki Kise Khabar Hai Kidhar Ki Hawa Chale!
~ Ismail Merathi
• Har Ek Baat Ke Yun To Diye Jawab Us Ne;

Jo Khaas Baat Thi Har Baar Hans Ke Taal Gaya!Upload to Facebook
Har Ek Baat Ke Yun To Diye Jawab Us Ne;
Jo Khaas Baat Thi Har Baar Hans Ke Taal Gaya!
~ Ahmad Rahi
• Jaane Main Kaun Si Pasti Mein Gira Hun 'Shahzad';

Is Kadar Door Hai Suraj Ki Diya Lagta Hai!Upload to Facebook
Jaane Main Kaun Si Pasti Mein Gira Hun 'Shahzad';
Is Kadar Door Hai Suraj Ki Diya Lagta Hai!
~ Shahzad Ahmad
• Rafta Rafta Sab Tasveeren Dhundli Hone Lagti Hain;

Kitne Chehre Ek Purane Album Mein Mar Jaate Hain!Upload to Facebook
Rafta Rafta Sab Tasveeren Dhundli Hone Lagti Hain;
Kitne Chehre Ek Purane Album Mein Mar Jaate Hain!
~ Khushbir Singh Shaad
• Din To Shikam Ki Aag Bujhane Mein Jaaye Hai;

Shukr-e-Khuda Ki Katti Hai Danishvaron Mein Raat!Upload to Facebook
Din To Shikam Ki Aag Bujhane Mein Jaaye Hai;
Shukr-e-Khuda Ki Katti Hai Danishvaron Mein Raat!
~ Daem Gawwasi
• Na Jaane Rooth Ke Baitha Hai Dil Ka Chain Kahan;

Mile To Us Ko Hamara Koi Salaam Kahe!Upload to Facebook
Na Jaane Rooth Ke Baitha Hai Dil Ka Chain Kahan;
Mile To Us Ko Hamara Koi Salaam Kahe!
~ Kaleem Aajiz
• Ashar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain;

Kuch Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain!Upload to Facebook
Ashar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain;
Kuch Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain!
~ Jaan Nisar Akhtar
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT