Izhaar Shayari

• Kya Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien Tabish;

Ishq Ka Khel Barabar Bhi To Ho Sakta Hai!Upload to Facebook
Kya Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien Tabish;
Ishq Ka Khel Barabar Bhi To Ho Sakta Hai!
~ Abbas Tabish
• Kabhi Alfaaz Bhul Jaaun Kabhi Khayal Bhul Jaaun;

Tujhe Is Kadar Chahun Ki Apni Saans Bhul Jaaun;

Uth Kar Tere Paas Se Jo Main Chal Doon;

Toh Jate Hue Khud Ko Tere Paas Bhul Jaaun!Upload to Facebook
Kabhi Alfaaz Bhul Jaaun Kabhi Khayal Bhul Jaaun;
Tujhe Is Kadar Chahun Ki Apni Saans Bhul Jaaun;
Uth Kar Tere Paas Se Jo Main Chal Doon;
Toh Jate Hue Khud Ko Tere Paas Bhul Jaaun!
• Dosti Jab Kisi Se Ki Jaaye;

Dushmanon Ki Bhi Raai Li Jaaye!Upload to Facebook
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaaye;
Dushmanon Ki Bhi Raai Li Jaaye!
~ Rahat Indori
• Jo Nigah-e-Naaz Ka Bismil Nahin;

Dil Nahin, Wo Dil Nahin, Wo Dil Nahin!Upload to Facebook
Jo Nigah-e-Naaz Ka Bismil Nahin;
Dil Nahin, Wo Dil Nahin, Wo Dil Nahin!
• Us Shakhs Se Bas Itna Sa Taalluk Hai Faraz;

Wo Pareshan Ho To Humein Neend Nahin Aati!Upload to Facebook
Us Shakhs Se Bas Itna Sa Taalluk Hai Faraz;
Wo Pareshan Ho To Humein Neend Nahin Aati!
~ Ahmad Faraz
• Kaun Hai Jo Nahi Hai Haazat-Mand;

Kis Kee Haazat Ravaa Kare Koi!Upload to Facebook
Kaun Hai Jo Nahi Hai Haazat-Mand;
Kis Kee Haazat Ravaa Kare Koi!
~ Mirza Ghalib
• De Mujh Ko Shikayat Kee Izaazat Ki Sitamgar;

Kuchh Tujh Ko Mazaa Bhi Mire Aazaar Mein Aave!Upload to Facebook
De Mujh Ko Shikayat Kee Izaazat Ki Sitamgar;
Kuchh Tujh Ko Mazaa Bhi Mire Aazaar Mein Aave!
• Yeh Kaafi Hai Ki Hum Dushman Nahi Hain;

Wafaadari Ka Daava Kyon Karein Hum!

Meaning:

Daava - ClaimUpload to Facebook
Yeh Kaafi Hai Ki Hum Dushman Nahi Hain;
Wafaadari Ka Daava Kyon Karein Hum!

Meaning:
Daava - Claim
~ Jon Elia
• Na Guzarna Eid Ke Din Kisi Masjid Ke Pass Se;

Kahin Log Chand Samajh Ke Roza Na Tod Lein;

Aur Hokar Khafa Khuda Tumse;

Kahin Husn Banana Hi Na Chhod De!Upload to Facebook
Na Guzarna Eid Ke Din Kisi Masjid Ke Pass Se;
Kahin Log Chand Samajh Ke Roza Na Tod Lein;
Aur Hokar Khafa Khuda Tumse;
Kahin Husn Banana Hi Na Chhod De!
• Main Apne Ghar Gaya Tha Woh Jab Apne Ghar Gayi;

Phir Mujh Ko Kya Khabar Ki Wahan Se Kidhar Gayi!Upload to Facebook
Main Apne Ghar Gaya Tha Woh Jab Apne Ghar Gayi;
Phir Mujh Ko Kya Khabar Ki Wahan Se Kidhar Gayi!
~ Anwar Masood
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT