Sharminda Hon Ge, Jaaney Bhi Do Imtihaan Ko;
Rakhe Ga Tum Ko Kon Aziz, Apni Jaan Se!
Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz;
Hazaron Chahne Wale The Kis-ÂKis Se Wafa Karte!
Woh Shakhs Jis Ko Samajhney Mein Mujh Ko Umar Lagi;
Bichad Ke Mujh Se Kissi Kaa Ho Na Saka Hoga!
Jata'aa Jata'aa Ke Mohabbat, Dikha Dikha Ke Khuloos;
Bohat Qareeb Se Loota Hay Mere Doston Ne Mujhey!
Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka 'Ghalib';
Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya!
Wo Jo Kahta Tha Ki Tum Na Mile To Mar Jayenge Hum;
Wo To Aaj Bhi Zinda Hai Kisi Aur Se Ye Baat Kahne K Liye!
Aa Ke Ab Tasleem Karlen Tu Nahin To Main Sahi;
Kon Maaney Ga Ke Hum Mein Se Bewafa Koi Nahi!
Bhula K Mujhko Agar Tum Ho Salamat;
To Bhula K Tujhko Sambhalna Mujhe Bhi Aata Hai;
Nahi Hai Mari Fitrat Main Ye Aadat;
Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai!
Ik Pal Mai Jo Barbad Kar Dete Hain Dil Ki Basti Ko Faraz;
Wo Log Dekhne Mai Aksar Masom Hote Hain!
Tu Woh Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka 'Ghalib';
Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya!



