Kaun Kehta Hai Dost, Tumse Hamari Judaai Hogi;
Yeh Khabar Kisi Aur Ne Uddaie Hogi;
Shaan Se Rahenge Hum Aapke Dil Mein;
Dosti Ke Iss Khel Mein Humne;
Kuch Toh Jagah Banai Hogi!
Main to uljha raha uljhanon ki tarah;
Doston mein raha dushmanon ki tarah.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai,
Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai. 6
Bade Ajeeb Hain Ye Zindagi Ke Raaste;
Anjane Mod Par Kuchh Log Dost Ban Jate Hain;
Milne Ki Khushi De Ya Na De Bichhadne Ka Gam Zarur De Jate Hain!
Sabne Kaha Dosti Ek Dard Hai;
Humne Kaha Dard Kabool Hai;
Subne Kaha Is Dard Ke Saath Jee Na Paogay;
Humne Kaha Teri Dosti Ki Saath Marna Kabool Hai!
Daulat Aur Sohrat Sabke Pas Hai;
Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai;
Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai;
Par Khush-Naseeb Hai Hum Kyonki;
Tum Jaisa Dost Hamare Pas Hai!
Phool Aisa Ho Jo Baag Ko Khushbu Se Bhar De;
Hamsafar Aisa Ho Jo Andheron Ko Roshan Kar De;
Dost Aisa Ho Zindagi Ko Khushi Aur Mobile Ko Sms Se Bhar De!
Pyar Karnewalon Ki Kismat Kharab Hoti Hai;
Har Waqt Inteha Ki Ghadi Sath Hoti Hai;
Waqt Mile To Rishto Ki Kitab Khol Ke Dekh Lena;
Dosti Har Rishtey Se Lajawab Hoti Hai!
Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,
Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,
Dost to duniya mein bahut hain magar,
Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai
Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,
Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein