Shayari



sms

Log Kehte Hain Ki Badnaami Se Bachna Chahiye,
Keh Do Be Is Ke Jawani Ka Maza Milta Nahi!

sms

Hamare Chale Jaane Ke Baad Yeh Samandar Ki Ret Bhi Tumse Pucha Karegi,
Kahan Chala Geya Woh Shakhs Jo Tanhai Mein Aa Kar Bas Tumhara Hi Naam Likha Karta Tha

sms

Meri Chahat Ka Sar-e-Aam To Charcha Na Karo,
Kam To Pehle Bhi Nahin Aur To Ruswa Na Karo!

sms

Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Apni Zindagi Luta Baithe!

sms

Le De Ke Apne Paas Faqat Ek Nazar To Hai,
Kyon Dekhe Zindagi Ko Kisi Kee Nazar Se Hum!

sms

Ishq Ka Batwara Razamandi Se Hua,
Chamak Unhone Batori Tanhai Hum Le Aaye!

sms

Kitna Badlun Khud Ko Tere Liye,
Kuch To Mere Andar Mera Rehne De!

sms

Laga Kar Aag Seeney Mein Chale Ho Tum Kahan;
Abhi To Raakh Udne Do Tamasha Aur Bhi Hoga!

sms

Ab Kaun Se Mausam Se Koi Aas Lagaye;
Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aaye!

sms

Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi;
Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi;
Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!

End of content

No more pages to load

Next page