Shayari



Rabb Janda Ohda Mera Ki Rishta;
Jisnu Har Pal Milan Nu Jee Karda;
Saari Duniya Toh Lagda Bhola Jeha Chehra;
Jihnu Tak Tak Na Dil Bharda!

Naqsh Faryadi Hai Kis Ki Shokhi Takhir Ka;
Kaghazi Hai Pairahan Her Paikar-e-Tasvir Ka!

Translation:

Naqsh = Mark
Faryadi = Pleader
Shokh = Playful
Tahrir = Writing
Pairahan = Clothes
Paikar = Face

Yeh Jo Pani Mein Sunehera Garoor Utar Aya Hai;
Zaroor Usne Pani Mein Payu Utara Hoga!

sms

Padhi Jo Ek Nazar Hum Dekhte Reh Gaye;
Vaar Hua Katil Muskaan Ka Hum Madhosh Ho Gaye;
Chahat Ki Chandani Mein Bheega Yoon Tan Badan;
Hum Kali Se Pal Bhar Mai Gulaab Ho Gaye!

Shaam Hote Hi Tere Pyar Ki Pagal Khushboo;
Neend Ankhon Se Sukoon Dil Se Chura Leti Hai!

sms

Aaj Fir Lab Pai Un Kaa Naam Aaya;
Un Kaa Nazrain Uthaanaa Kaam Aaya;
Jaanta Un Ko Kaun Tha Kal Tak;
Husn-E-Awal Hain Woh Inaam Aaya!

sms

Tum Haqeeqat Nahi Ho Hasrat Ho;
Jo Mile Khawab Mein Wahi Daulat Ho;
Kis Liye Dekhti Ho Aaina;
Tum To Khud Se Bhi Jyada Khubsurat Ho!

sms

Koi Shayar Koi Faqir Ban Jaye;
Apko Jo Dikhe Khud Tasveer Ban Jaye;
Na Phoolon Ki Jarurat Na Kaliyo Ki;
Aap Jaha Pair Rakh Do Wahi Kashmeer Ban Jaye!

sms

Saadgi Par Uski Marjaane Ki Hasrat Dil Mein Hai;
Bas Nahin Chalta Ki Phir Khanjarkaf-E-Qaatil Mein Hai!

sms

Tere Pankhuriyon Jaise Hothon Ki Nami Ko Chura Loon;
Teri Zulfon Ki Shaam Mein Khudd Ko Chhipa Loon;
Tere Badan Ki Khushboo Mein Bass Ab Naha Loon;
Aggar Phir Bhi Chain Na Aaye, Toh Phir Se Yeh Sab Duhra Loon!

End of content

No more pages to load

Next page