Shayari



Hum Na Hote To Aapko Gazal Kaun Kehta, Apke Chehre Ko Gulab Kaun Kehta,
Ye To Karishma Hai Hum Pyar Karne Walon Ka Warna Pattharon Ko Taj Mahal Kaun Kehta.

Jis Waqt Khuda Ne Tumhe Banaya Hoga, Ek Saroor Sa Uske Dil Pe Chaya Hoga, Pehle Socha Hoga Tujhe Jannat Mein Rakh Lun Phir Usse Mera Ka Khayal Aaya Hoga.