Shayari



sms

Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle;
Halaat Na The Aaise Teri Mulaqat Se Pehle;
Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete The;
Hum Bhi Kitne Saada The Mohabbaton Ke Tajurbat Se Pehle!

sms

Ishq Ishq Na Karia Kar Ni, Vekh Ishq De Kare;
Esh Ishq Ne Joban Rutte Kai Lutte Kai Mare;
Ishq Kamavan Aye Jehre Niana De Vanjare;
Jattan De Putt Jogi Ho Gaye Chadke Takt Hazare!

Woh Chand Hai Magar Aap Se Pyaara To Nahi;
Parvane Ka Shama Ke Bin Guzara To Nahi;
Mere Dil Ne Suni Hai Ek Mithi Se Awaaz;
Kya Apne Mujhe Pukara Toh Nahi!

sms

Har Taraf Noor Hai Khushboo Hai;
Teri Ankhon Mein Kaisa Jadu Hai;
Sari Duniya Hai Meri Jholi Mein;
Aur Duniya Meri Bus Tu Hi Hai!

sms

Paas Hote Hain Jab Wo Mere To Koi Mozu-E-Guftagoo Nahi;
Door Hote Hain To Har Guftagoo Unhi Ke Liye Hai!

Ishq Bura Hai To Use Hone Mat Dena;
Ishq Khuda Hai To Use Khone Mat Dena;
Karte Ho Agar Kisi Se Sacchi Mohabbat;
To Tumeh.."Khuda Ki Kasam!"Use Rone Mat Dena!

Na Sar-E-Bazar Dekhunga Na Usko Tanha Sochunga;
Useh Kehna K Laut Aaye Ab, Mohabbat Chorr Di Main Ne!

sms

Tu Rootha Rootha Sa Lagta Hai, Koi Tarkeeb Bata Manane Ki;
Main Zindagi Girrvi Rakh Dunga, Tu Keemat Bata Muskurane Ki!

sms

Pyaar Ki Aanch Se To Patthar Bhi Pighal Jata Hai;
Sache Dil Se Sath De To Naseeb Bhi Badal Jata Hai;
Pyaar Ki Rahon Par Mil Jaye Sacha Hamsafar;
To Kitna Bhi Gira Hua Insaan Bhi Sambhal Jata Hai!

sms

Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi;
Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi;
Mehki Fiza k Khushboo Mein Jo Dekha Pyaar Ko;
Bas Yaad Kisi Ki Aayi Aur Rulati Chali Gayi!

End of content

No more pages to load

Next page