Miscellaneous Shayari

• Ab Is Ghar Ki Abadi Mehmanon Par Hai;

Koi Aa Jaaye To Waqt Guzar Jata Hai!Upload to Facebook
Ab Is Ghar Ki Abadi Mehmanon Par Hai;
Koi Aa Jaaye To Waqt Guzar Jata Hai!
~ Zehra Nigaah
• Ab Hawayein Hi Karengi Roshni Ka Faisla;

Jis Diye Mein Jaan Hogi Wo Diya Rah Jayega!Upload to Facebook
Ab Hawayein Hi Karengi Roshni Ka Faisla;
Jis Diye Mein Jaan Hogi Wo Diya Rah Jayega!
~ Mahshar Badayuni
• Dekho Bhai Aisa Hai, Ye Dil Darpan Jaisa Hai;

Mat Kehna Patthar Hum Ko, Ye Dil Mom Ke Jaisa Hai!Upload to Facebook
Dekho Bhai Aisa Hai, Ye Dil Darpan Jaisa Hai;
Mat Kehna Patthar Hum Ko, Ye Dil Mom Ke Jaisa Hai!
~ Aadarsh Dubey
• Nigah Barq Nahi Chehra Aftab Nahi;

Wo Aadmi Hai Magar Dekhne Ki Taab Nahin!Upload to Facebook
Nigah Barq Nahi Chehra Aftab Nahi;
Wo Aadmi Hai Magar Dekhne Ki Taab Nahin!
~ Jaleel Manikpuri
• Naye Daur Ke Naye Khwab Hain Naye Mausamo Ke Gulaab Hain;

Ye Mohabbaton Ke Chirag Hain Inhe Nafraton Ki Hawa Na Den!Upload to Facebook
Naye Daur Ke Naye Khwab Hain Naye Mausamo Ke Gulaab Hain;
Ye Mohabbaton Ke Chirag Hain Inhe Nafraton Ki Hawa Na Den!
~ Bashir Badr
• Utho Ye Manzar-e-Shab-Taab Dekhne Ke Liye;

Ki Neend Sharat Nahi Khwab Dekhne Ke Liye!

*Manzar-e-Shab-Taab: Scene of bright nightUpload to Facebook
Utho Ye Manzar-e-Shab-Taab Dekhne Ke Liye;
Ki Neend Sharat Nahi Khwab Dekhne Ke Liye!

*Manzar-e-Shab-Taab: Scene of bright night
~ Irfan Siddiqi
• Ye Tum Se Kis Ne Kaha Hai Ki Dastan Na Kaho;

Magar Khuda Ke Liye Itna Sach Yahan Na Kaho!Upload to Facebook
Ye Tum Se Kis Ne Kaha Hai Ki Dastan Na Kaho;
Magar Khuda Ke Liye Itna Sach Yahan Na Kaho!
~ Abbas Alvi
• Koi Dastak Na Koi Aahat Thi;

Muddaton Vaham Ke Shikar The Hum!Upload to Facebook
Koi Dastak Na Koi Aahat Thi;
Muddaton Vaham Ke Shikar The Hum!
~ P P Srivastava Rind
• Aeeb Khwab Tha Hum Baag Mein Khade Hue The;

Hamare Samne Phulon Ke Sar Pade Hue The!Upload to Facebook
Aeeb Khwab Tha Hum Baag Mein Khade Hue The;
Hamare Samne Phulon Ke Sar Pade Hue The!
~ Jaan Nisar Akhtar
• Ek Bujhao Ek Jalao Khwab Ka Kya Hai;

Aankhon Mein Rakh Kar So Jao Khwab Ka Kya Hai!Upload to Facebook
Ek Bujhao Ek Jalao Khwab Ka Kya Hai;
Aankhon Mein Rakh Kar So Jao Khwab Ka Kya Hai!
~ Daniyal Tareer
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT