Lage Munh Bhi Chidhane Dete Dete Gaaliyan Sahab; Zuban Bigdi To Bigdi Thi Khabar Lijiye Dahan Bigda! |
Kaise Akash Mein Sooraḳh Nahin Ho Sakta; Ek Patthar To Tabiyat Se Uchhalo Yaaro! |
Ik Roz Cheen Legi Humin Se Zameen Humein; Cheenenge Kya Zameen Ke Khazane Zameen Se Hum! |
Kaum Angdai Le Raha Hai 'Adam'; Do Jahan Ladkhada Jaate Hain! |
Ghar Ko Khojein Raat Din Ghar Se Nikle Paanv; Wo Rasta Hi Kho Gaya Jis Raste Tha Gaanv! |
Shehar Ke Andhere Ko Ek Chirag Kaafi Hai; Sau Chirag Jalte Hain Ek Chirag Jalne Se! |
Thakna Bhi Lazmi Tha Kuch Kaam Karte Karte; Kuch Aur Thak Gaya Hun Aaram Karte Karte! |
Fasl-e-Bahar Aayi Piyo Sufiyon Sharab; Bas Ho Chuki Namaz Musalla Uthaiye! |
Sun To Sahi Jahan Mein Hai Tera Fasana Kya; Hai Tujh Ko Khalq-e-Khuda Ghabana Kya! |
An To Kahan Hai Shola-e-Fanus Ki Tarah; Ek Aag Si Bhari Hai Mire Pairahan Ke Biich! |