Izhaar Shayari

• Khudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinara Nahin;

Tu Aabjoo Usse Samjha Agar To Chara Nahin!Upload to Facebook
Khudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinara Nahin;
Tu Aabjoo Usse Samjha Agar To Chara Nahin!
• Muntazir Kis Ka Hun Tooti Hui Dehleez Pe Main;

Kaun Ayega Yahan Koi Hai Aane Wala!Upload to Facebook
Muntazir Kis Ka Hun Tooti Hui Dehleez Pe Main;
Kaun Ayega Yahan Koi Hai Aane Wala!
• Kal Jo Tha Aaj Wo Mizaaz Nahi;

Iss Talavvun Ka Kuch Ilaaz Nahi!

Mizaaz: Nature, Coquetry

Talavvun: Instability, AgilityUpload to Facebook
Kal Jo Tha Aaj Wo Mizaaz Nahi;
Iss Talavvun Ka Kuch Ilaaz Nahi!

Mizaaz: Nature, Coquetry
Talavvun: Instability, Agility
~ Daagh Dehlvi
• Kal Jo Tha Aaj Woh Mizaaz Nahi;

Is Talavvun Ka Kuch Ilaaz Nahi!

Mizaaz: Nature, Coquetry

Talavvun: Instability, AgilityUpload to Facebook
Kal Jo Tha Aaj Woh Mizaaz Nahi;
Is Talavvun Ka Kuch Ilaaz Nahi!

Mizaaz: Nature, Coquetry
Talavvun: Instability, Agility
~ Daagh Dehlvi
• Abhi Mazaar Par Ahbaab Fatiha Padh Len;

Phir Is Qadar Bhi Hamara Nishaan Rahe Na Rahe!

Mazaar: Grave

Ahbaab: Friends

Fatiha: Prayer For The DeadUpload to Facebook
Abhi Mazaar Par Ahbaab Fatiha Padh Len;
Phir Is Qadar Bhi Hamara Nishaan Rahe Na Rahe!

Mazaar: Grave
Ahbaab: Friends
Fatiha: Prayer For The Dead
~ Amir Meenai
• Aage Aati Thi Haal-e-Dil Par Hasee;

Ab Kisi Baat Par Nahi Aati!Upload to Facebook
Aage Aati Thi Haal-e-Dil Par Hasee;
Ab Kisi Baat Par Nahi Aati!
~ Mirza Ghalib
• Hai Rashk-e-Iram Wadi-e-Pur-Khaar-e-Mohabbat;

Shayad Use Sinchaa Hai Kisi Aabla-Paa Ne!

Rashk-e-Iram Wadi-e-Pur-Khaar-e-Mohabbat: A Beautiful But Thorny Valley Of Love

Aabla-Paa: Someone With Blisters In The FeetUpload to Facebook
Hai Rashk-e-Iram Wadi-e-Pur-Khaar-e-Mohabbat;
Shayad Use Sinchaa Hai Kisi Aabla-Paa Ne!

Rashk-e-Iram Wadi-e-Pur-Khaar-e-Mohabbat: A Beautiful But Thorny Valley Of Love
Aabla-Paa: Someone With Blisters In The Feet
~ Iqbal Suhail
• Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak;

Kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hone Tak!

Umar: Age

Asar: Influence, Take Effect

Zulf: Hair

Sar Hone Tak: Till They (the Hair) Get Untangled And Are TiedUpload to Facebook
Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak;
Kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hone Tak!

Umar: Age
Asar: Influence, Take Effect
Zulf: Hair
Sar Hone Tak: Till They (the Hair) Get Untangled And Are Tied
~ Mirza Ghalib
• Uzr Aane Mein Bhi Hai Aur Bulate Bhi Nahi;

Baais-e-Tarq-e-Mulaqaat Batate Bhi Nahi!

Uzr: Excuse

Baais-e-Tarq-e-Mulaqaat: The reason to discontinue meetingUpload to Facebook
Uzr Aane Mein Bhi Hai Aur Bulate Bhi Nahi;
Baais-e-Tarq-e-Mulaqaat Batate Bhi Nahi!

Uzr: Excuse
Baais-e-Tarq-e-Mulaqaat: The reason to discontinue meeting
~ Daagh Dehlvi
• Bhoolein Hain Rafta-Rafta Unhein Muddaton Mein Hum;

Kishton Mein Khudkushi Ka Maza Hum Se Puchiye!

Rafta-Rafta: Very Slowly

Muddat: Time

Kisht: Installment

Khudkushi: Suicide Upload to Facebook
Bhoolein Hain Rafta-Rafta Unhein Muddaton Mein Hum;
Kishton Mein Khudkushi Ka Maza Hum Se Puchiye!

Rafta-Rafta: Very Slowly
Muddat: Time
Kisht: Installment
Khudkushi: Suicide
~ Khumar Barabankvi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT