-
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazMere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Kalam Faraz;
Main Pyaar Likhun To Tera Naam Likh Jata Hai! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazYahi Soch Kar Us Ki Har Baat Ko Sach Mana Hai Faraz;
Ki Itne Khoobsurat Lab Jhooth Kaise Bolein Gay! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazDil Munaafiq Tha, Shab-e-Hijr Mein Soya Kaise;
Aur Jab Tujh Se Mila, Toot Ke Roya Kaise!
Meaning:
Munaafiq = Hypocrite
Shab-e-Hijr = Peacefully -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazKaat Kar Zuban Meri Keh Raha Tha Woh Faraz;
Ab Tumhein Ijazat Hai Haal e Dil Sunane Ki! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazWo Baat Baat Pe Deta Hai Parindon Ki Misaal 'Faraz';
Saaf Saaf Nahi Kehta Mera Sheher Hi Chodd Do! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazKuch Is Tarah Se Guzari Hai Zindagi Jaise;
Tamaam Umar Kisi Dusre Ke Ghar Mein Raha! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazTere Pass Se Wo Guzra To Bekhudi Mein Tha 'Faraz';
Thodi Door Ja Kar Sambhla, Tujhe Yaad Kar Ke Roya! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazMere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Kalm 'Faraz';
Main Pyaar Likhun To Tera Naam Likha Jata Hai! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazIs Se Pehle Ki Bewafa Ho Jayein;
Kyon Na Ai Dost Hum Judaa Ho Jayein;
Tu Bhi Heere Se Ban Geya Pathar;
Hum Bhi Kal Jaane Kya Se Kya Ho Jayein! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazApne Hi Hote Hain Jo Dil Pe Vaar Karte Hain 'Faraz';
Warna Gairon Ko Kya Khabar Ki Dil Kee Jagah Kaun Si Hai!