-
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazTum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samajhte Ho 'Faraz';
Dost Hota Nahin Har Haath Milane Wala! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazHum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz;
Hazaron Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazDoobtey Doobtey Kashti Ko Uchala De Doon;
Main Nahi Koi To Sahil Par Utar Jaye Ga
Zabt Lazim Hai Magar Dukh Hai Qayamat Ka 'Faraz'
Zalim Ab Ke Bhi Na Roye Ga To Mar Jaye Ga! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazPhir Itne Mayoos Kyun Ho Uski Bewafayi Par Faraz;
Tum Khud Hi Toh Kehte Thay Ki Woh Sab Se Juda Hai! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazSirf Ek Baar Apne Honthon Se Mujhe Apna Keh Do;
Phir Mehfil Mein Raqeeboon Ka Tamasha Dekho! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazHumi Ne Tark-e-Taluq Main Pehel Ki Ke Faraz;
Woh Chahtaa Tha Magar Hauslaa Na Tha Us Ka! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazDoobty Doobty Kashti Ko Saahil Pe Uchaal Doon Ga;
Mein Nahi Koi To Saahil Pe Utar Jaye Ga! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazPyar Bhi Karna, Zamaney Se Bhi Ghabrana Bohat;
Aayino'n Ka Ghar Banana Aur Pathar Sochna! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazAa Ke Ab Tasleem Karlen Tu Nahin To Main Sahi;
Kon Maaney Ga Ke Hum Mein Se Bewafa Koi Nahi! -
Upload to Facebook
~ Ahmad FarazAb Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain;
Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle!
Translation:
Raghbat = Attraction