There are less number of divorce because the wives would not tolerate their men in someone else' arms. |
Anger is temporary, repercussions are permanent. |
Saari Zindgaani Humne Bita Di; Unka Ikraar-e-Ishq Itna Mushkil To Na Tha; Hum Ikraar Karte Rahe, Wo Inkaar Karte Gaye! |
Humne Wajood Apna Kho Liya; Unka Wajood Apne Saath Jodte-Jodte! |
Hum Chahat Ke Afsaane Likhte Rahe: Woh Bhi Humein Durr Se Takte Rahe; Jab Humne Izhar Karne Ko Haath Thama; To Mehndi Se Ranga Unka Haath Paya! |
Humne To Kho Di Thi Saab Chahat Ki Aas; Unhone Pyaar-e-Izhrar Karke, Hum Mein Jinne Ki Arzoo Bhar Di! |
Kabhi Honthon Se Angaare Barsate Rahe; Kabki Labh Pe Labh Rakhte Gaye; Iss Hi Tarahein Humne Zindgaani Bita Di; Kabhi Takraar aur Kabhi Ikraar Karte Karte! |
Aaj Muddat Baad Unhone Mohabbat Ka Izhaar Kiya; Aur Humne Unmein Raab Ka Deedar Kiya! |
Hum Aashiq Paane Ko Ishq Samajhte Rahe; Jo Pa Liya, Woh Ishq Nahi, Woh Ishq-e-Hararat Hai! |
Ek Baar Apne Andaaze Mohabbat Ka Ikraar Kar Lete; Hum Apni Zindgai To Kya, Apni Rooh Bhi Unke Naam Kar Dete! |