Saaki Aur Sharaab Shayari

• Beemar Ko Marz Ki Dawa Deni Chahiye;

Main Peeta Hun Pila Deni Chahiye!
Upload to Facebook
Beemar Ko Marz Ki Dawa Deni Chahiye;
Main Peeta Hun Pila Deni Chahiye!
~ Rahat Indori
• Meri Tabahi Ka Ilzaam Ab Sharab Par Hai;

Karta Bhi Kya Aur Tum Par Jo Aa Rahi Thi Baat!Upload to Facebook
Meri Tabahi Ka Ilzaam Ab Sharab Par Hai;
Karta Bhi Kya Aur Tum Par Jo Aa Rahi Thi Baat!
• Kahin Saagar Labalab Hain, Kahin Khaali Pyaale Hain;

Yeh Kaisa Daur Hai Saqi, Yeh Kya Taqseem Hai Saqi!Upload to Facebook
Kahin Saagar Labalab Hain, Kahin Khaali Pyaale Hain;
Yeh Kaisa Daur Hai Saqi, Yeh Kya Taqseem Hai Saqi!
• Humein Malaamat Mili Saki Ke;

Shamil Hue Tere Shab-e-Maikhane Mein!Upload to Facebook
Humein Malaamat Mili Saki Ke;
Shamil Hue Tere Shab-e-Maikhane Mein!
• Maykhane Mein Kaise Bujhti Pyaas Meri;

Inn Hothon Ko Talab To Tere Hothon Ki Thi!Upload to Facebook
Maykhane Mein Kaise Bujhti Pyaas Meri;
Inn Hothon Ko Talab To Tere Hothon Ki Thi!
• Peete Hain Sharab Hum Jinhe Bhulane Ke Liye;

Woh Hi Aa Jaate Hain Yaad Humein Rulane Ke Liye!Upload to Facebook
Peete Hain Sharab Hum Jinhe Bhulane Ke Liye;
Woh Hi Aa Jaate Hain Yaad Humein Rulane Ke Liye!
• Woh Hathon Se Pilaye Toh Main Kya Karu,

Woh Aankhon Se Pilaye Toh Main Kya Karu,

Main Toh Peene Ka Bilkul Aadi Nahin,

Jaam Khud Chal Ke Aaye Toh Main Kya Karu!Upload to Facebook
Woh Hathon Se Pilaye Toh Main Kya Karu,
Woh Aankhon Se Pilaye Toh Main Kya Karu,
Main Toh Peene Ka Bilkul Aadi Nahin,
Jaam Khud Chal Ke Aaye Toh Main Kya Karu!
• Woh Cheez Jis Ke Liye Hum Ko Ho Bahisht Aziz;

Siwaye Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu Kya Hai!

Bahisht: Heaven

Aziz: Beloved

Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu: Rose Coloured Wine With Musky FragranceUpload to Facebook
Woh Cheez Jis Ke Liye Hum Ko Ho Bahisht Aziz;
Siwaye Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu Kya Hai!

Bahisht: Heaven
Aziz: Beloved
Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu: Rose Coloured Wine With Musky Fragrance
~ Mirza Ghalib
• Ya Haathon Haath Lo Mujhe Jaise Ki Maanind-e-Jaam-e-Mai;

Ya Todi Door Saath Chalo, Main Nashe Mein Hoon!

Maanind-e-Jaam-e-Mai: Like The Glass Of WineUpload to Facebook
Ya Haathon Haath Lo Mujhe Jaise Ki Maanind-e-Jaam-e-Mai;
Ya Todi Door Saath Chalo, Main Nashe Mein Hoon!

Maanind-e-Jaam-e-Mai: Like The Glass Of Wine
~ Mir Taqi Mir
• Main Mai-Qada Ki Raah Se Ho Kar Nikal Geya;

Varna Safar Hayaat Ka Kaafi Taweel Tha!

Mai-Qada: Bar

Hayaat: Life

Taweel: LongUpload to Facebook
Main Mai-Qada Ki Raah Se Ho Kar Nikal Geya;
Varna Safar Hayaat Ka Kaafi Taweel Tha!

Mai-Qada: Bar
Hayaat: Life
Taweel: Long
~ Abdul Hameed Adam
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT