sms

Ai Shama Tujh Pe Raat Ye Bhari Hai Jis Tarah;
Main Ne Tamaam Umar Guzari Hai Is Tarah!

sms

Hum Hue Tum Hue Ki 'Mir' Hue;
Us Ki Zulfon Ke Sab Aseer Hue!

sms

Kahun Kis Se Main Ki Kya Hai Shab-e-Gham Buri Bala Hai;
Mujhe Kya Bura Tha Marna Agar Ek Baar Hota!

sms

Waqt Ki Yaari To Har Koi Karta Hai Mere Dost;
Maza To Tab Hai Jab Waqt Badal Jaye Par Yaar Na Badle!

sms

Kabhi Taqdeer Ne Saath Choda, Kabhi Zindagi Ne Aazmaya;
Kabhi Gairon Ne Barbaad Kiya, Toh Kabhi Apno Ne Rulaya!

sms

Baarish Aur Mohabbat Dono Hi Bahut Yaadgar Hote Hain;
Farq Sirf Itna Hai Baarish Mein Jism Bheeg Jata Hai Aur Mohabbat Mein Aankhein!

sms

Hathon Ki Lakeeron Pe Mat Ja Ai Ghalib;
Naseeb Unke Bhi Hote Hain Jinke Haath Nahi Hote!

sms

Jin Ke Aangan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
Un Ka Har Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!

sms

Ab Ke Is Bazm Mein Kuch Apna Pata Bhi Dena;
Paanv Par Paanv Jo Rakhna To Daba Bhi Dena!

sms

Hayat Le Ke Chalo Qayaenat Le Ke Chalo;
Chalo To Saare Zamane Ko Saath Le Ke Chalo!

End of content

No more pages to load

Next page