sms

Kashti-e-Mai Ko Hukam-e-Ravani Bhi Bhej Do;
Jab Aag Bhej Di Hai To Paani Bhi Bhej Do!

sms

Na Paak Hoga Kabhi Husn-o-Ishq Ka Jhagda;
Wo Qissa Hai Ye Ki Jis Ka Koi Gawah Nahi!

sms

Koi Tohmat Ho Mere Naam Chali Aati Hai;
Jaise Bazaar Mein Har Ghar Se Gali Aati Hai!

sms

Ujale Apni Yaadon Ke Hamare Saath Rehne Do;
Na Jaane KIs Gali Mein Zindagi Ki Sham Ho Jaye!

sms

Zindagi Hai Ya Koi Toofan Hai;
Hum To Is Jeene Ke Haathon Mar Chale!

sms

Qurbatein Hote Hue Bhi Fanslon Mein Qaid Hain;
Kitni Azadi Se Hum Apni Hadon Mein Qaid Hain!

sms

Rang Khushbu Aur Mausam Ka Bahana Ho Gaya;
Apni Hi Tasveer Mein Chehra Purana Ho Gaya!

sms

Zindagi Zinda-Dili Ka Hai Naam;
Murda-Dil Khaak Jiya Karte Hain!

sms

'Mushafi' Hum To Ye Samjhe The Ki Hoga Koi Zakhm;
Tere Dil Mein To Bahut Kaam Rafu Ka Nikla!

sms

Dil Toot Gaya To Ab Kya Intezar Karu;
Tu Hi Bata Ki Tujhe Aur Kitna Pyaar Karu!

End of content

No more pages to load

Next page