sms

Ek Tum Aur Ek Mohabbat Tumhari,
Bas In Dono Lafzon Mein Hai Duniya Hamari!

sms

Suna Hai Shaunk Nahi Rakhte Tum Mohabbat Ka;
Magar Yakeen Mano, Barbaad Tum Kamaal Ka Karte Ho!

sms

Mujhe Manzoor Hai Ab Sab Se Alag Rehna;
Tanha Rehna, Chup Rehna, Sab Sehna!

sms

Pyaar Toh Jue Ki Tarah Hai Saheb;
Jinke Jazzbat Sachhe, Unki Haar Pakki Hai!

sms

Kis Kis Ko Batayenge Judai Ka Sabab Hum;
Tu Mujhse Khafa Hai To Zamane Ke Liye Aa!

sms

Dil-e-Gumrah Ko Kaash Yeh Maloom Hota;
Pyaar Tab Tak Haseen Hai Jab Tak Nahi Hota!

sms

Yeh Ishq Bhi Badi Na-Murad Cheez Hai;
Usse Hota Hai, Jo Kisi Aur Ka Hota Hai!

sms

Kitna Chahte Hain Tumko Kabhi Gaur To Kar;
Itne To Hum Khud Ke Bhi Talabghar Nahi!

sms

Jab Zinda The Tab Kadra Na Ki;
Ab Mujhe Mere Janaze Par Koi Tamasha Nahi Chahiye!

sms

Ajeeb Hai Teri Duniya Ke Log Aye Rabb;
Jitni Mohabbat Do Utna Hi Gira Hue Samjhte Hain!

End of content

No more pages to load

Next page