sms

Meri Talab Tha Ek Shakhs, Wo Jo Nahi Mila Toh Phir;
Haath Dua Se Yun Gira, Bhool Gaya Sawaal Bhi!

sms

Woh Aa Gaye Milne Humse Ek Shaam Tanhayi Mitane;
Aur Hum Samajh Baithe Ise Apni Duaaon Ka Asar!

sms

Meri Tabahi Ka Ilzaam Ab Sharab Par Hai;
Karta Bhi Kya Aur Tum Par Jo Aa Rahi Thi Baat!

sms

Aankhon Ki Zubaan Woh Samajh Nahi Paate, Honth Magar Kuch Bhi Keh Nahi Paate;
Apni Bebasi Kis Tarah Kahe, Koi Hai Jis Ke Bina Hum Reh Nahi Paate!

sms

Phir Nahi Baste Woh Dil Jo Ek Baar Ujad Jate Hain;
Kabrein Jitni Bhi Saja Lo Par Zinda Koi Nahi Hota!

sms

Hum Par Yun Baar Baar Ishq Ka Ilzaam Na Lagaya Kar;
Kabhi Khud Se Bhi Pucha Hai Itni Khoobasurat Kyon Ho!

sms

Kuch Is Adaa Se Nibhana Hai Kirdaar Mera Mujhko;
Jinhen Mohabbat Na Ho Mujhse Woh Nafrat Bhi Na Kar Sake!

sms

Na Mohabbat Sambhali Gayi, Na Nafratein Paali Gayi;
Afsos Hai Us Zindagi Ka, Jo Tere Peeche Khaali Gayi!

sms

Shayari Likhna Kaun Jaane, Shayari To Khud-Ba-Khud Ban Jaati Hai;
Jab Dil Bhar Aata Hai Toh, Kalam Khud-Ba-Khud Chal Jaati Hai!

sms

Is Sadgi Pe Kaun Na Mar Jaye Ai Khuda;
Ladte Hain Aur Haath Mein Talvar Bhi Nahin!

End of content

No more pages to load

Next page