ਕਦਰ ਕਰਿਆ ਕਰ ਰੱਬ ਦੀਆਂ ਦਿੱਤੀਆਂ ਦਾਤਾਂ ਦੀ, ਦੁੱਖੀ ਤਾਂ ਸਾਰਾ ਜਹਾਨ ਏ;
ਇੱਥੇ ਉਹ ਵੀ ਜਿੰਦਗੀ ਜਿਉਂਦੇ ਨੇ ਨੀਲੀ ਛੱਤਰੀ ਹੀ ਜਿਨ੍ਹਾਂ ਦਾ ਮਕਾਨ ਏ!

Mujhko Pana Hai Toh Mujhme Utar Kar Dekho;
Yoon Kinaaron Se Samundar Ko Dekha Nahi Jata!

Sabhi Naghme Saaz Mein Gaaye Nahi Jate;
Sabhi Log Mehfil Mein Bulae Nahi Jate;
Kuch Pass Reh Kar Bhi Yaad Nahi Aate;
Kuch Dur Rehkar Bhi Bhulaye Nahi Jate!
Jinki Yaad Hai Dil Mein Nishaani Ki Tarah;
Woh Toh Bhool Gaye Humein Kahani Ki Tarah!

Har Baar Hawaon Ko Ilzaam Dena Thik Nahi Yaaron;
Kabhi Sochna Kahin Chiraag Kud Na Thak Gaya Ho Jalte Jalte!
Dard Ki Barishon Mein Hum Akele Hi The;
Jab Barsi Khushia Na Jane Bheed Kaha Se Aa Gayi!

Na Jane Kyun Yeh Dil Mera Itni Faryad Karta Hai;
Jo Iska Ho Nahi Skta Ussi Ko Yaad Karta Hai!
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Yoon Elaaj Kia;
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se!
Apni To Zindagi Ki Ajeeb Kahani Hai;
Jis Cheez Ko Chaha Wo Hi Begani Hai;
Haste Hain Dunia Ko Hasane Ke Liye Warna;
Dunia Doob Jaye In Ankhon Main Itna Pani Hai!

Wo Jo Kehta Hai Ishq Mein Kya Rakha Hai;
Ek Heer Ne Usko Apna Ranjha Bana Rakha Hai!