Shayari



Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle;
Halaat Na Thay Aese Teri Mulaqat Se Pehle;
Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete Thay;
Hum Bhi Kitne Saada Thay Muhabbaton K Tajurbat Se Pehle!

sms

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe;
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe;
Main Ush Ko Bewafai Ka Ilzam Kaise Du;
Usne To Dil Se Hi Chaha Nahi Mujhe!

sms

Kamaal Ka Shakhs Tha Jis Ne Zindagi Tabah Kur Dee;
Raaz Ki Bat Hai Dil Ussh Se Khafa Ab Bhi Nahi!

sms

Tu Ne Tu Irade Hi Mere Tor Diye Hain;
Guzre Ga Safar Kaise,Khara Soch Raha Hoon!

sms

Dard Me Koi Mausam Pyara Nahi Hota;
Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota;
Koi Dekhe To Humari Bebasi;
Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota!

sms

Apno Ne Zehar Ka Jaam De Diya;
Gairoon Ne Bewafa Naam De Diya;
Jo Kehte The Hamhein Bhool Na Jana;
Unhi Ne Bhoolne Ka Paigam De Diya!

sms

Talaash Karo Koi Tumhe Mil Jayega;
Magar Hamari Tarha Tumhe Kaun Chahega;
Zarur Koi Chahat Ki Nazar Se Tumhe Dekhega;
Magar Ankhein Hamari Kahan Se Layega!

sms

Ho Sakta Hai Humne Anjaane Me Unhe Rulaa Diya;
Unhone Duniya Ke Kehne Par Hume Bhula Diya;
Hum Toh Waise Bhi Aakele The;
Kya Hua Agar, Unhone Ehsaas Dila Diya!

Itna Chhota Nahi Rishta Hamara;
Kaise Soch Liye Ke Aa Gaya Kinara;
Lo Fir Ho Gayi Aap Ki Aangan Mein Roshni;
Ek Baar Fir Badnaam Ho Gaya Naam Hamara!

sms

Kisey Maloom Tha Ishq Is Kadar Lachaar Karta Hai;
Dil Janta Hai Ki Wo Hai Bewafa, Fir Bhi Magar Ussi Se Pyar Karta Hai!

End of content

No more pages to load

Next page