Shayari



Bas Ek Baat Se Dar Lagta Hai Doston;
Hum Ajnabi Na Ban Jaein Doston;
Zindagi Ke Rangon Mein Dosti Ka Rang Feeka Na Pad Jaye;
Kahin Aisa Na Ho Doosre Rishton Ki Bheed Mein Dosti Dum Tod Jaye!

Mushkil Hai Is Yaari Ko Bhula Pana;
Mushkil Hai Tumhe Yaadon Se Mita Pana;
Tum Ek Keemti Tohfa Ho Dosti Ka;
Namumkin Hai Is Tohfe Ki Keemat Chuka Pana!

sms

Mehfil Main Kuch To Sunana Padta Hai;
Gham Chupakar Muskurana Padta Hai;
Kabhi Unke Hum Bhi The Dost;
Aaj Kal Unhe Yaad Dilana Padta Hai!

sms

Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain;
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain;
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain;
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain!

sms

Jo Dil Ke Karib Hi Nahi Saanso Me Base Ho;
Dost Sache Agar Sath Ho To Roya Nahi Karte;
Jo Ho Jeene Ki Wajah Vo Har Pal Yaad Aate Hai;
Gum Me Bhi Sukun De Ese Doston Ko Khoya Nahi Karte!

sms

Kash Kuch Aisa Karishma Hota;
Kisi Ko Banwane Ke Liye Khuda Ko Order Dena Hota;
Tujh Jaisa Hi Ek Dost Banwata Mai Khuda Se Khud Ke Liye;
Bhale Hi Uski Keemat Mein Khud Ko Khona Hota!

sms

Phoolon Ki Wadi Me Ho Basera Tera;
Sitaron Ke Aangan Mein Ho Ghar Tera;
Dua Hai Esh Dost Ki Ae Dost Tere Lia;
K Tujh Se Bhi Khubsurat Ho Naseb Tera!

sms

Baatein Karke Rula Na Dijiyega;
Yoon Chup Rehke Saza Na Dijiyega;
Na De Sake Khushi,To Gam Hi Sahi;
Par Dost Bana Ke Uhi Bhula Na Dijiyega!

sms

Kamyabi Kabhi Badi Nahi Hoti;
Pane Wale Hamesha Bade Hote Hai;
Darar Kabhi Badi Nahi Hoti;
Bharne Wale Hamesha Bade Hote Hai;
Itihaas Ke Har Panne Par Likha Hai;
Dosti Kabhi Badi Nahi Hoti;
Nibhane Wale Hamesha Bade Hote Hai!

sms

Apni Takleef Mei Mujhe Umeed Samajhna;
Koi Gam Aaye To Apne Najdeek Samajhna;
De Saku Hasi Us Ansu Ke Badle To;
Hajaro Ke Bech Mujhe Sabse Kareeb Samjhna!