Shayari



sms

Khuda Ka Kaam Hai Yun Marizon Ko Shifa Dena;
Munasib Ho To Ik Din Haathon Se Apne Dawa Dena!

sms

Dil Geya Raunaq-e-Hayat Gayi;
Gham Geya Saari Qaaynaat Gayi!

sms

Dil Ki Barbaadiyon Pe Naajaa Hun;
Fateh Paa Kar Shikast Khayi Hai!

sms

Betabiyaan Samet Ke Saare Jahaan Ki,
Jab Kuch Na Ban Saka Toh Mera Dil Bana Diya!

sms

Ae Maut Aa Ke Hum Ko Khamosh Toh Kar Gayi Tu;
Magar Sadiyon Dilon Ke Andar, Hum Goonjte Rahenge!

sms

Tazzub Kya Lagi Gar Aag Ai 'Seemaab' Seene Mein;
Hazaaron Dil Mein Angaare Bhare The Lag Gayi Hogi!

sms

Betabiyaan Samet Ke Saare Jahaan Ki;
Jab Kuch Na Ban Saka To Mera Dil Bana Diya!

sms

Dil Ki Veerani Ka Kya Mazkoor Hai;
Ye Nagar Sau Martba Luta Geya!

sms

Jao Humein Mohabaat Nahi Khuda Chahiye;
Kab Tak Minaat Karein Yeh Bedard Husn Walon Ki!

sms

Main Ab Supurd-e-Khaak Hun Mujh Ko Jalana Chhod De,
Qabr Par Meri Tu Uske Saath Aana Chhod De;
Ho Sake Gar Tu Khushi Se Ashq Peena Seekh Le,
Ya Tu Aankhon Mein Apni Kajal Lagana Chhod De!

End of content

No more pages to load

Next page