Shayari



Tujhe Yaad Kar Liya Aayat Ki Tarah,
Ab Tera Zikr Hoga Ibadat Ki Tarah!

sms

Bahut Hi Khoobsurat Hai Tere Ehsaas Ki Khushbu;
Jitna Bhi Sochte Hain Utna Hi Mehek Jaate Hain!

Irshaad Ho To Main Ise Aankhon Pe Pher Lun;
Bheega Hua Aapka Damaam Sharaab Mein!

sms

Har Pal Ke Rishte Ka Vaada Hai Tumse,
Apnapan Kuch Itna Zyada Hai Tumse,
Kabhi Na Sochna Ki Bhool Jayenge Tumhe,
Zindagi Bhar Ka Sath Denge Ye Vaada Hai Tumse!

sms

Itni Chahat Se Na Dekha Kijiye Mehfil Mein Aap,
Shehar Walon Se Hamari Dushmani Badh Jayegi!

sms

Ye Ishq Kahan Le Aaya Humko,
Teri Yaad Aati Hai Par Raaton Mein Neend Nahi Aati!

Tere Ishq Mein, Baadal Dhuen, Mausam Bune, Sadiyaan Gini, Lamahe Chune;
Lamahe Chune, Mausam Bune, Kuch Garam The Aur Kuch Gungune!

Kabhi Lage Tu Saath Hai, Kabhi Lage Ki Tera Ehsaas Hai;
Saath Chalta Hai Har Shay Mein Dikhai Deta Hai, Kahin Tu Khwab To Nahi!

Aap Rehte Ho Door Kuch Pal Ke Liye, Door Rehkar Bhi Kareeb Ho Har Pal Ke Liye,
Kaise Yaad Na Aaye Aapki Ek Pal Ke Liye, Jab Ki Dil Mein Ho Aap Har Pal Ke Liye!

Hum Ne Liya Sirf Hothon Se Jo Naam Tumhara,
Dil Hothon Se Ulajh Pada Ki Yeh Sirf Mera Hai!

End of content

No more pages to load

Next page