Shayari



sms

Purani Hokar Bhi Khaas Hoti Ja Rahi Hai,
Mohabbat Besharam Hai, Behisab Hoti Ja Rahi Hai!

sms

Tere Pyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarah Se Ki Maine,
Jab Kabhi Kisi Ne Pyaar Se Dekha To Nazrein Jhuka Li Humne!

sms

Karni Hai Khuda Se Dua Ki Teri Mohabbat Ke Siva Kuch Na Mile,
Zindagi Mein Tu Mile Sirf Tu, Ya Phir Zindagi Na Mile!

sms

Tum Ko Chahne Ki Vajah Kuch Bhi Nahi,
Ishq Ki Fitrat Hai Bevajah Hona!

sms

Kya Hua Jo Mere Lab Tere Lab Se Lag Gaye,
Maaf Na Karo To Na Sahi, Badla To Le Lo!

sms

Waqt Ki Ho Dhoop Ya Tez Ho Aandhiyan,
Kuch Kadmon Ke Nishaan Kabhi Nahi Khote,
Jinhe Yaad Karke Muskura Den Ye Aankhein,
Wo Log Door Hokar Bhi Door Nahi Hote!

sms

Meri Zindagi Mein Khushiyan Tere Bahane Se Hain,
Aadhi Tujhe Satane Se Hain Aadhi Tujhe Manane Se Hain!

sms

Tujhe Dekhu To Sara Jahaan Rangeen Nazar Aata Hai,
Tere Bina Dil Ko Chain Kahan Aata Hai,
Tum Hi Ho Mere Dil Kee Dhadkan,
Tere Bina Ye Sansar Suna Suna Nazar Aata Hai!

sms

Mat Dekho Humein Tum Yun Is Tarah,
Pyaar Tumehin Hoga Aur Ilzaam Hum Par Lagega!

sms

Kahan Ka Vasl Tanhai Ne Shayad Bhes Badla Hai;
Tere Dam Bhar Ke Mil Jaane Ko Hum Bhi Kya Samajhte Hain!

End of content

No more pages to load

Next page