Dard Shayari

• Raah-e-Door-e-Ishq Mein Rota Hai Kya;

Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya!

Raah-e-Door-e-Ishq: The Long Path Of LoveUpload to Facebook
Raah-e-Door-e-Ishq Mein Rota Hai Kya;
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya!

Raah-e-Door-e-Ishq: The Long Path Of Love
~ Mir Taqi Mir
• Gaah Jalti Hui Gaah Bujhti Hui;

Shama-e-Gham Jhilmilati Rahi Raat Bhar!

Gaah: Sometimes

Shama-e-Gham: The lamp of sorrowUpload to Facebook
Gaah Jalti Hui Gaah Bujhti Hui;
Shama-e-Gham Jhilmilati Rahi Raat Bhar!

Gaah: Sometimes
Shama-e-Gham: The lamp of sorrow
~ Faiz Ahmad Faiz
• Junoon-e-Kaargar Hai Aur Main Hoon;

Hayaat-e-Bekhabar Hai Aur Main Hoon!

Kaargar: Effective

Hayaat: LifeUpload to Facebook
Junoon-e-Kaargar Hai Aur Main Hoon;
Hayaat-e-Bekhabar Hai Aur Main Hoon!

Kaargar: Effective
Hayaat: Life
~ Firaq Gorakhpuri
• Mere Guzre Huye Tewar Abhi Bhooli Nahin Duniya;

Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri!Upload to Facebook
Mere Guzre Huye Tewar Abhi Bhooli Nahin Duniya;
Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri!
~ Shamsi Meenai
• Na Tan Mein Khoon Faraham Na Ashq Aankhon Mein;

Namaz-e-Shauk To Waajib Hai, Be-Wazoo Hi Sahi!

Faraham: Present

Ashq: TearsUpload to Facebook
Na Tan Mein Khoon Faraham Na Ashq Aankhon Mein;
Namaz-e-Shauk To Waajib Hai, Be-Wazoo Hi Sahi!

Faraham: Present
Ashq: Tears
~ Faiz Ahmad Faiz
• Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko;

Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai!
Upload to Facebook
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko;
Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai!
~ Shamsi Meenai
• Unke Seenon Mein Kabhi Jhank Kar Dekho Toh Sahi;

Kitna Rote Hain Tanhayi Mein Auron Ko Hansane Wale!Upload to Facebook
Unke Seenon Mein Kabhi Jhank Kar Dekho Toh Sahi;
Kitna Rote Hain Tanhayi Mein Auron Ko Hansane Wale!
• Kabhi To Shah-Rah-e-Zindagi Thi Kahkashaan Meri;

Magar Ab Karvaan Mera Na Gard-e-Karvaan Meri!
Upload to Facebook
Kabhi To Shah-Rah-e-Zindagi Thi Kahkashaan Meri;
Magar Ab Karvaan Mera Na Gard-e-Karvaan Meri!
~ Shamsi Meenai
• Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko;

Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai!

Hayaat: LifeUpload to Facebook
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko;
Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai!

Hayaat: Life
~ Shamsi Meenai
• Achcha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasban-e-Akl;

Lekin Kabhi-Kabhi Ise Tanha Bhi Chhod De!

Paasban-e-Akl: Guardian of the mind, Intution Upload to Facebook
Achcha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasban-e-Akl;
Lekin Kabhi-Kabhi Ise Tanha Bhi Chhod De!

Paasban-e-Akl: Guardian of the mind, Intution
~ Allama Iqbal
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT