Raah-e-Door-e-Ishq Mein Rota Hai Kya; Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya! Raah-e-Door-e-Ishq: The Long Path Of Love |
Gaah Jalti Hui Gaah Bujhti Hui; Shama-e-Gham Jhilmilati Rahi Raat Bhar! Gaah: Sometimes Shama-e-Gham: The lamp of sorrow |
Junoon-e-Kaargar Hai Aur Main Hoon; Hayaat-e-Bekhabar Hai Aur Main Hoon! Kaargar: Effective Hayaat: Life |
Mere Guzre Huye Tewar Abhi Bhooli Nahin Duniya; Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri! |
Na Tan Mein Khoon Faraham Na Ashq Aankhon Mein; Namaz-e-Shauk To Waajib Hai, Be-Wazoo Hi Sahi! Faraham: Present Ashq: Tears |
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko; Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai! |
Unke Seenon Mein Kabhi Jhank Kar Dekho Toh Sahi; Kitna Rote Hain Tanhayi Mein Auron Ko Hansane Wale! |
Kabhi To Shah-Rah-e-Zindagi Thi Kahkashaan Meri; Magar Ab Karvaan Mera Na Gard-e-Karvaan Meri! |
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko; Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai! Hayaat: Life |
Achcha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasban-e-Akl; Lekin Kabhi-Kabhi Ise Tanha Bhi Chhod De! Paasban-e-Akl: Guardian of the mind, Intution |