Not a Bad Mother-In-Law
Husban and wife mein jhagda ho raha tha...
Biwi: Kaash main apni maa ki baat maan leti aur tum se shaadi na karti.
Pati: Kya matlab tumhari maa ne tumhe mujh se shaadi karne ke liye mana kiya tha..?
Biwi: Aur nahi toh kya......
Pati: Hey Bhagwaan, main aaj tak us nek aurat ko kitna bura samjhta raha jisne mujhe bachana chaha...!