Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeene Aur Marne Ka; Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain Jis Kaafir Pe Dam Nikle! |
Haathon Ki Lakeeron Pe Mat Ja Ai Ghalib; Naseeb Unke Bhi Hote Hain Jinke Haath Nahi Hote! |
Haathon Ki Lakeeroon Pe Mat Ja Ai Ghalib, Naseeb Unke Bhi Hote Hain Jinke Haath Nahi Hote! |
Kis Kadar Masoom Sa Chehra Tha Uss Ka Ghalib; Dheere Se Jaan Keh Kar Bejaan Kar Gaya! |
Har Shaam Ye Sawal, Mohabbat Se Kya Mila; Har Shaam Ye Jawab Ki Har Shaam Ro Paray! |
Ishq Par Zor Nahi Hai Yeh Woh Aatish 'Ghalib'; Ki Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bujhe! |
Jaate Hue Kehte Ho Qayamat Ko Milenge; Kya Khoob Qayamat Ka Hai Goya Koi Din Aur! |
Woh Cheez Jis Ke Liye Hum Ko Ho Bahisht Aziz; Siwaye Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu Kya Hai! Bahisht: Heaven Aziz: Beloved Bada-e-Gulfaam-e-Mushq-Bu: Rose Coloured Wine With Musky Fragrance |
Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeene Aur Marne Ka; Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain Jis Kafir Pe Dum Nikle! Farq: Difference Kafir: Infedel |
Aage Aati Thi Haal-e-Dil Par Hasee; Ab Kisi Baat Par Nahi Aati! |