Is Qadar Toda Hai Mujhe Us Ki Be-Wafaai Ne; Ghalib Ab Koi Agar Pyar Se Bhi Daikhe Toh Bikhar Jata Hoon Main! |
Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se! |
Saray Raah Jo Unsay Nazar Mili; To Naksh Dil Kay Ubhar Gaye; Hum Nazar Mila Kar Jhijag Gaye; Vo Nazar Jhuka Kar Chale Gaye! |
Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Munh Par Raunaq; Woh Samajhte Hain Ke Beemaar Ka Haal Achcha Hai! |
Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai; Har Ek Baat Pe Kahna Ke Yun Hota To Kya Hota! |
Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka 'Ghalib'; Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya! |
Khulta Kisi Pay Kya Mery Dil Ka Muamla; Shairon K Intekhab Nay Ruswa Kia Mujhy! |
Toote Hain Sheesha Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard; Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Ka! |
Nikalna Khuld Say Aadam Ka Sunte Aaye Hain Lakin; Bohat Bayabroo Ho Kar Teray Kochay Say Hum Niklay! Translation: Khuld Say Aadam = Birth of man, from the womb Kochay = Door Bayabroo = Shamelessly |
Unke Dekhne Se Jo Aa Jati He Muhn Per Roneq; Woh Samajte Hain K Beemar Ka Haal Acha Hai! |