Izhaar Shayari

• Manzil-e Shaunk Khud Mujhe Badh Ke Pukaar Le 'Zia',

Yaar Ka Naqsh-e-Paa Le Baitha Hun Rahguzar Mein!

Manzil-e-Shaunk: Destination Of Love

Naqsh-e-Paa: Footprints

Rahguzar:  RoadUpload to Facebook
Manzil-e Shaunk Khud Mujhe Badh Ke Pukaar Le 'Zia',
Yaar Ka Naqsh-e-Paa Le Baitha Hun Rahguzar Mein!

Manzil-e-Shaunk: Destination Of Love
Naqsh-e-Paa: Footprints
Rahguzar: Road
~ Zia Fatehabadi
• Ek Beemar Vasiyat Karne Wala Hai;

Rishte Naate Jeebh Nikale Baithe Hain!

Vasiyat: Bequest, Will
Upload to Facebook
Ek Beemar Vasiyat Karne Wala Hai;
Rishte Naate Jeebh Nikale Baithe Hain!

Vasiyat: Bequest, Will
~ Shakeel Jamali
• In Aablon Se Paaon Ke Ghabra Geya Tha Main;

Ji Khush Hua Hai Raah Ko Purkhraar Dekh Kar!

AablonP: Blisters

Purkhaar: Laden With Thorns

Upload to Facebook
In Aablon Se Paaon Ke Ghabra Geya Tha Main;
Ji Khush Hua Hai Raah Ko Purkhraar Dekh Kar!

AablonP: Blisters
Purkhaar: Laden With Thorns
~ Mirza Ghalib
• Kadam Insan Ka Rah-e-Dahar Mein Thehra Hi Jaata Hai;

Chale Kitna Hi Koi Bach Ke, Thokar Kha Hi Jaata Hai!

Rah-e-Dahar: In the paths of this world
Upload to Facebook
Kadam Insan Ka Rah-e-Dahar Mein Thehra Hi Jaata Hai;
Chale Kitna Hi Koi Bach Ke, Thokar Kha Hi Jaata Hai!

Rah-e-Dahar: In the paths of this world
~ Josh Malihabadi
• Apne Tevar Bhi Sambhaalo Ki Koi Ye Na Kahe;

Dil Badalte Hain To Chehre Bhi Badal Jaate Hain!Upload to Facebook
Apne Tevar Bhi Sambhaalo Ki Koi Ye Na Kahe;
Dil Badalte Hain To Chehre Bhi Badal Jaate Hain!
~ Ahmad Nadeem Qasmi
• Khudi Wo Behar Hai Jis Ka Koi Kinaara Nahin;

Tu Aabju Ise Samajha Agar To Chaara Nahin!

Khudi: Sense of Self

Bahar: Sea, A poetic meter

Aabju: RivuletUpload to Facebook
Khudi Wo Behar Hai Jis Ka Koi Kinaara Nahin;
Tu Aabju Ise Samajha Agar To Chaara Nahin!

Khudi: Sense of Self
Bahar: Sea, A poetic meter
Aabju: Rivulet
~ Allama Iqbal
• Wo Be-Dardi Se Sar Kaatein Amir Aur Main Kahun Un Se;

Huzoor Aahista-Ahista, Janaab Ahista-Aahista!
Upload to Facebook
Wo Be-Dardi Se Sar Kaatein Amir Aur Main Kahun Un Se;
Huzoor Aahista-Ahista, Janaab Ahista-Aahista!
~ Ameer Minai
• Dil Se Rukhsat Hui Koi Khwahish;

Giryaa Kuch Be-Sabab Nahi Aata!
Upload to Facebook
Dil Se Rukhsat Hui Koi Khwahish;
Giryaa Kuch Be-Sabab Nahi Aata!
~ Mir Taqi Mir
• Chalo Baant Lete Hain Apni Sazayein;

Na Tum Yaad Aao, Na Hum Yaad Aayein!Upload to Facebook
Chalo Baant Lete Hain Apni Sazayein;
Na Tum Yaad Aao, Na Hum Yaad Aayein!
~ Sardar Anjum
• Meri Fitrat Ko Kya Samjheinge Yeh Khwab-e-Gardaan Waale;

Savere Ke Sitaare Ki Chamak Hai Raazdaan Meri!

Gardaan: Wanderer, Revolving

Raazdaan: One who knows the secretUpload to Facebook
Meri Fitrat Ko Kya Samjheinge Yeh Khwab-e-Gardaan Waale;
Savere Ke Sitaare Ki Chamak Hai Raazdaan Meri!

Gardaan: Wanderer, Revolving
Raazdaan: One who knows the secret
~ Shamsi Meenai
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT