Gila Shikwa Shayari

• Wo Samandar Hai To Phir Rooh Ko Shadab Kare;

Tashnagi Kyon Mujhe Deta Hain Sarabon Ki Tarah!

Shadab: Green And Fresh

Tashnagi: Thirst

Sarab: Mirage / IllusionUpload to Facebook
Wo Samandar Hai To Phir Rooh Ko Shadab Kare;
Tashnagi Kyon Mujhe Deta Hain Sarabon Ki Tarah!

Shadab: Green And Fresh
Tashnagi: Thirst
Sarab: Mirage / Illusion
~ Parveen Shakir
• Mere Wazood Ko Sadiyon Ka Silsila De Kar;

Woh Kaun Hai Jo Mujhe Lazawaal Karta Hai!

Wazood: Being

Lazawaal: ImmortalUpload to Facebook
Mere Wazood Ko Sadiyon Ka Silsila De Kar;
Woh Kaun Hai Jo Mujhe Lazawaal Karta Hai!

Wazood: Being
Lazawaal: Immortal
~ Hamid Iqbal Siddiqui
• Jab Aaye Ho Kaanton Mein, Kaaton Se Uljho;

Kidhar Jaoge Apna Daaman Bachaye!

Kaante: Thorns

Daaman: Cloth Hanging From NeckUpload to Facebook
Jab Aaye Ho Kaanton Mein, Kaaton Se Uljho;
Kidhar Jaoge Apna Daaman Bachaye!

Kaante: Thorns
Daaman: Cloth Hanging From Neck
~ Safdar Aah
• Dum Bhar Mere Pehlu Mein Unhein Chain Kahan Hai;

Baithe Ki Bahaane Se Kisi Kaam Ke Utthe!

Pehlu: Ribs (near)Upload to Facebook
Dum Bhar Mere Pehlu Mein Unhein Chain Kahan Hai;
Baithe Ki Bahaane Se Kisi Kaam Ke Utthe!

Pehlu: Ribs (near)
~ Bekhud Dehlvi
• Kuch Soch Ke Ek Raah-e-Pur Khaar Se Guzra Tha;

Kaante Bhi Raas Na Aaye, Daaman Bhi Kaam Na Aaya!

Raah-e-Pur Khaar: A Road Full Of ThornsUpload to Facebook
Kuch Soch Ke Ek Raah-e-Pur Khaar Se Guzra Tha;
Kaante Bhi Raas Na Aaye, Daaman Bhi Kaam Na Aaya!

Raah-e-Pur Khaar: A Road Full Of Thorns
~ Nushur Wahidi
• Main Bataun Farq Naseh Jo Hai Mujh Mein Aur Tujh Mein;

Meri Zindagi Talatum Teri Zindagi Kinara!

Naseh: Advisor

Talatum: High Tide, Upsurge Of WavesUpload to Facebook
Main Bataun Farq Naseh Jo Hai Mujh Mein Aur Tujh Mein;
Meri Zindagi Talatum Teri Zindagi Kinara!

Naseh: Advisor
Talatum: High Tide, Upsurge Of Waves
~ Shakeel Badayuni
• Khayal-e-Yaar Kabhi Zikr-e-Yaar Karte Rahe;

Iss Mata Pe Hum Rozgaar Karte Rahe!

Khayal-e-yaar: Thoughts of the beloved

Zikr-e-yaar: Talks of the beloved

Mata: Merchandise, goods

Rozgaar:  LivelihoodUpload to Facebook
Khayal-e-Yaar Kabhi Zikr-e-Yaar Karte Rahe;
Iss Mata Pe Hum Rozgaar Karte Rahe!

Khayal-e-yaar: Thoughts of the beloved
Zikr-e-yaar: Talks of the beloved
Mata: Merchandise, goods
Rozgaar: Livelihood
~ Faiz Ahmad Faiz
• Girhen Padi Hain Kis Tarah, Ye Baat Hai Kuch Is Tarah;

Woh Dor Tooti Baarha, Har Baar Hum Ne Jod Di!

Girhen: Knots

Barha: OftenUpload to Facebook
Girhen Padi Hain Kis Tarah, Ye Baat Hai Kuch Is Tarah;
Woh Dor Tooti Baarha, Har Baar Hum Ne Jod Di!

Girhen: Knots
Barha: Often
~ Javed Akhtar
• Aitbaar Us Ka Hamesha Karna;

Woh Toh Jhoothi Bhei Kasam Khayega!

Aitbaar: TrustUpload to Facebook
Aitbaar Us Ka Hamesha Karna;
Woh Toh Jhoothi Bhei Kasam Khayega!

Aitbaar: Trust
~ Qateel Shifai
• Baki Rahi Na Phir Woh Sunehri Laqeer Bhi;

Tara Jo Toot Kar Shab-e-Khamosh Mein Gira!

Sunehri: GoldenUpload to Facebook
Baki Rahi Na Phir Woh Sunehri Laqeer Bhi;
Tara Jo Toot Kar Shab-e-Khamosh Mein Gira!

Sunehri: Golden
~ Qateel Shifai
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT