Other Countries: This man is so talented.
India: Bahut Harami Hai... Cheez Hai Yeh, Bhai!
Saw this advertisement in the newspaper:
Naye Dost Ki Zaroorat Hai, Purane Wale Biwiyon Ke Ghulam Ho Gaye!
Aurtein Shaadi Ke Baad Gehne Pehanti Hain Taaki Logon Ko Lage Ki Woh Shaadi-Shuda Hain... Aadmiyon Ka Kya Hai, Thobde Se Hi Pata Chal Jata Hai!
Girl: I need to lose weight.
Mom: Pooja Kiya Karo.
Girl: Pooja? Why?
Mom: Pooja Karogi Toh Bhakti Mein 'Lean' Ho Jaogi!
Agar Aapko Sar-Dard Hai Toh Kuchh Der Biwi Se Zaroor Baat Karein,
Kyon Ki Zehar Hi Zehar Ko Kaat-ta Hai!
Mom: Kal Subah Jaldi Uth Jaana.
Son: But Kal Toh Chutti Hai Aur Mujhe Subah, Kahin Nahi Jaana.
Mom: Mujhe Toh Jaana Hai Na, Jaldi Uth Kar Breakfast Kar Lena!
Kaam Aisa Karo Ki TV Mein Aao, Na Ki CCTV Mein!
Friend 1: I haven't fallen sick for a single day in the last 18 months.
Friend 2: Matlab Tu TV Serials Nahi Dekhta!
Arnab Goswami: I, now, invite Mr. Rahul Gandhi to give his Address to the Nation.
Rahul: 12, Tughlak Lane, New Delhi. Thank you!
Jo Ladkiyan Maths Mein Achhi Hoti Hain, Woh Shaadi Ke Baad Kameti Wali Aunty Ban Jati Hain!