Salesman: Sir, Cockroach Ke Liye Powder Loge Kya?
Santa: Nahi, Hum Cockroach Ko Itna Laad-Pyar Nahi Karte. Aaj Powder Laga Denge To Kal Sala Deo Mangega!
The salesman fainted!
Suraj Se Achha Tara Kohi Nahi;
Humaraa Jaisa Rishta Aur Nahi!
Chahe Saari Duniyaa Me Dhund Lo;
Mere Jaisa Pyaara...
.
..
...
....
Aur Tumhare Jaisa Aawaraa Aur Koi Nahi!
Mohabbat Aur Maut Dono Ki Pasand Bhi Ajeeb Hai:
Ek Ko Dil Chahiye:
Aur Dusre ko Dhadkan!
What do you call an unconscious Vijay Mallya?
.
..
...
....
.....
Bejan Daruwalla!
Sunny Leone: "Ragini Mms 2" Mein Main Sab Ko Dara Dungi.
Pappu: Darr To Aapki Pehle Ki Movies Mein Bhi Lagta Tha... Kahi Peechhe Se Mummy Ya Papa Na Aa Jayein!
Ladka Shaadi Se Pehle - Spiderman
Sagai Ke Samay - Superman
Shaadi Ke Samay - Gentleman
Shadi Ke 10 Saal Baad - Watchman
20 Saal Baad - Dobermann
Wife texts to her hubby: Please come home early. I have cooked a wonderful meal. We shall spend the time alone and have a wonderful time.
Husband reaches home and finds the usual stale food.
Hubbby: What's this non-sense?
Wife: Koi "April Fool" Bhi Cheez Hoti Hai!
Ladkiyan Itna Kam Kyu Bolti Hain?
.
.
.
.
.
.
.
Niche Kya Dhundh Rahe Ho Joke Toh Uppar Hai!
Stages of a Relationship:
1.Jaan
2.Jaanu
3.Jaanwar
4.Jaa Marr!
Banta was standing inside the door with a gun in hand.
Preeto: Why are you standing here?
Banta: I am going for a 'Shikaar'.
Preeto: Toh Jao Na.
Banta: Kaise Jaon, Bahar Kutta Kharra Hai!